Video of this song from youtube
Lyrics of Aa Baitha Hu Dar Pe Tere Naam Na Lunga Jaane Ka - आ बैठा हूँ दर पे तेरे नाम ना लूँगा जाने का
samjho to samjha duga, samjho to samjha duga
matlab apne gane ka, aa baitha hu dar pe tere
naam na lunga jane ka aa baitha hu dar pe tere
naam na lunga jane ka prem ki bhasa do jaha hai
prem ki bhasa do jaha hai tuta kisi diwane ka
khud ko hero samjh raha hai ladka pagalkhane ka
khud ko hero samjh raha hai ladka pagalkhane ka
khud ko hero, hero khud ko hero samjh raha hai
ladka pagalkhane ka aa baitha hu dar pe tere
naam na lunga jane ka

dekho mere dilbar ki, dekho mere dilbar ki
kya dil khel jawani ye, din do char nach le ga le
utar jayega pani ye, din do char nach le ga le
utar jayega pani ye hu pata hai pyar kisko kahate hai, ha
nigahe yaar kisko kahate hai, ha mahobat ka
hisab karata hai, jawani kyu kharab karata hai
jawani kyu kharab karata hai
chala ja, chala ja jis gali se aaya hai
tujhe kya husan ne bulaya hai
shararat karke tu pachhtayega
yu hi be mot mara jayega yu hi be mot mara jayega
kitabi ishq me likha hai ye har tufangar ne kaha hai ye
shama shama kah ke kah ke shama shama kah ke kah ke
dam tuta parwane ka khud ko hero samjh raha hai
ladka pagalkhane ka, oo shama shama kah ke kah ke
dam tuta parwane ka khud ko hero samjh raha hai
ladka pagalkhane ka aa baitha hu dar pe tere
naam na lunga jane ka

jaan ko aaj hathali par le teri gali mai aaya hu
aur na kuch tha pas mere dil ke tukade laya hu
mujhe apne karib rahane de mere achhe nasib rahane de
teri mai sadagi pe marta hu bakat mai pyar tujhko karta hu
mujhe tu aajma le kitana hi mera tu dil jala le kitana hi
magar tujhko hi pake manuga tujhe apana banake manuga
tujhe apana banake manuga mujhe chahe tu saja de de
bas apana ghar ka tu pata de de pine wale dundh hi lete
pine wale dundh hi lete rashata to maykhane ka
aa baitha hu dar pe tere naam na lunga jane ka
khud ko hero samjh raha hai ladka pagalkhane ka

pyar me mar mit jane wale pyar jataya karte nahi
apni chij to apni hoti sabko dikhaya karte nahi
kaha pe ho janab bolo to zara apna bhi dil tatolo to
mujhe lagata hai sarfiro ko bhi mujhe lagata nahi bura koi
batau batau tujh me jo achhayi hai yahi ki maine chot khayi hai
to ja chot ki dawa kar le khuda se tu bhi to dua kar le
mujhe to aur kam kafi hai mujhe tera hi naam kafi hai
mujhe tera hi naam kafi hai mujhe tera hi naam kafi hai

ab to wada kar bhi le jivan bhar sath nibhane ka
ab to wada kar bhi le jivan bhar sath nibhane ka
aa baitha hu dar pe tere naam na lunga jane ka
aa baitha hu dar pe tere naam na lunga jane ka
man bhi jao, man bhi jao kahana is diwane ka
aa baitha hai dar pe tere naam na lega jane ka
arey, aa baitha hu dar pe tere naam na lunga jane ka
aa baitha hai dar pe tere naam na lega jane ka
lyrics of song Aa Baitha Hu Dar Pe Tere Naam Na Lunga Jaane Ka
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Mera Jawab (1985)
Jackie Shroff, Meenakshi Seshadri, Parikshat Sahni, Gulshan Grover, Shakti Kapoor, Kader Khan, Shiva, Satyen Kappu, Raj Bharath, Kiran, Parvez, Satyanarayana, Devi, Vijayalaxmi, Leena DasAlka Yagnik, Anuradha Paudwal, Laxmikant Kudalkar, Manhar UdhasSantoshLaxmikant Kudalkar, PyarelalRaja BharathiP Anand RaoMera Jawab at IMDB      Mera Jawab at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type