aabad rahe tera ghar munshi
khat likh sajan ke naam
pardesh me jane wale piya
nahi tere bina aaraam
kare kya bata o bhula dene wale
kare kya bata o bhula dene wale
hame apna kah kar mita dene wale
kare kya bata o bhula dene wale
kare kya bata
hai ro ro ke lut jana
kismat hamari, kismat hamari
tujhe kya kahe o bhula dene wale
tujhe kya kahe o bhula dene wale
hame apna kah kar mita dene wale
kare kya bata o bhula dene wale
kare kya bata
bhula kar to aa jao
mita kar to aa jao
mita kar to aa jao
tujhe dhundte hai dua dene wale