Video of this song from youtube
Aag Ka Dariya Hai Dubke Jana Hai (Unplugged) - आग का दरिया है डुबके जाना है
SingerSachin Gupta
Music bySachin Gupta
LyricistMayur Puri
ActorAmyra Dastur, Prateik Babbar
CategoryRemix Songs
MovieIssaq (2013)
Lyrics of Aag Ka Dariya Hai Dubke Jana Hai (Unplugged) - आग का दरिया है डुबके जाना है
behek jaye dil to sambhalta nahi sambhal jaye to samjhata nahi

kehta hai jo hota hai ho tujhe pana hai
ye ek pal me hasata hai pal me rulata hai
ek pal me hasata hai pal me rulata hai

ye aag ka dariya hai dubke jana hai
issaq tera issaq tera issaq tera issaq tera
rang se tere juda hoke berang hi mujhko rehna hai
pal pal pal chhin manva re kaheke kuchh naa kehna hai
ho rang se tere juda hoke berang hi mujhko rehna hai

tukdo tukdo me ji raha
tukdo tukdo me ji raha ab pura naa ho paunga main yaha
hoga jo ho tujhe pana hai

issaq tera issaq tera issaq tera

Comments on song "Aag Ka Dariya Hai Dubke Jana Hai (Unplugged)"
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

Awesoooome lv dz sng