Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.00 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Aai Milan Ki Bahar Re - आई मिलन की बहार रे
aai milan ki bahaar re
aai milan ki bahaar re
aaja sawariya aaj yaha ho
aaja sawariya

kahta hai man baar baar re
kahta hai man baar baar re
aaja sawariya aaj yaha ho
aaja sawariya

kheto ne pahne hai sarso ke gahne
kheto ne pahne hai sarso ke gahne
har shay pe chhaya nikhaar re
har shay pe chhaya nikhaar re
aai basant bahaar re
aai basant bahaar re
aaja sawariya aaj yaha ho
aaja sawariya
aaja sawariya aaj yaha ho
aaja sawariya

gun gun karte hai begun bhavre
gun gun karte hai begun bhavre
kaliyon se karte hai pyaar re
kaliyon se karte hai pyaar re
dil hai bahut bekraar re
dil hai bahut bekraar re
aaja sawariya aaj yaha ho
aaja sawariya
aaja sawariya aaj yaha ho
aaja sawariya

kahta hai man baar baar re
kahta hai man baar baar re
aaja sawariya aaj yaha ho
aaja sawariya
lyrics of song Aai Milan Ki Bahar Re
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Naiya (1947)
Mazhar Khan, Munawar Sultana, Ashraf Khan, Anwari, Shahzadi, Balakram, SirajZohrabai, Master Ramesh, Shamshad Begum, Ashraf AliAnil BiswasAslam Noori
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type