Video of this song from youtube
Aaj Bhi Unki Mohabbat Ka Tassavur Hai Wahi - आज भी उनकी मोहब्बत का तस्सवुर है वही
SingerMukesh
Music byV Balsara
LyricistMadhukar Rajasthani
Actor
Category
MovieAaj Bhi Unki Mohabbat Ka Tassavur Hai Wahi (1968)
Lyrics of Aaj Bhi Unki Mohabbat Ka Tassavur Hai Wahi - आज भी उनकी मोहब्बत का तस्सवुर है वही
aaj bhi unki mohabbat ka tassavur hai wahi
aaj bhi koi mujhe dage wafa deta hain
aaj bhi unki mohabbat ka tassavur hai wahi
aaj bhi koi mujhe dage wafa deta hain
dam sa ghutta hai agar gham ki siy raato mein
dam sa ghutta hai agar gham ki siy raato mein
shamma ki lo koi chupke se badha deta hain
aaj bhi koi mujhe dage wafa deta hain
mein to ab ahade wafa aur se kar lun lekin
mein to ab ahade wafa aur se kar lun lekin
koi dheere se mera hath daba deta hain

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films