Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Aaj Chhedo Mohabbat Ki Shehnaiya
4.30 - 53 votes
KumkumSad Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Aaj Chhedo Mohabbat Ki Shehnaiya - आज छेड़ो मोहब्बत की शहनाईयाँ
aaj chhedo mohabbat ki shehnaiya
aaj chhedo mohabbat ki shehnaiya
dil ke tukde huye aur jigar lut gaya
dil ke tukde huye aur jigar lut gaya
gam kisi ko mila aur kisi ko khushi
gam kisi ko mila aur kisi ko khushi
ek ghar bas gaya ek ghar lut gaya ho
dil ke tukde huye aur jigar lut gaya

ek taraf apne dube isharo ka gam
ek taraf apni lutati baharo ka gam
dil ke lutne ki kisse shikayat karu
dil ke lutne ki kisse shikayat karu
kuch idhar lut gaya kuch udhar lut gaya
dil ke tukde huye aur jigar lut gaya

kisko apna kahu ab mai jau kaha
koi dekhe mohabbat ki majburiya
dil lgaya to dil ki khushi mit gayi
dil lgaya to dil ki khushi mit gayi
sar jhukaya jo maine to sar lut gaya
dil ke tukde huye aur jigar lut gaya

bujh gaya dil to ab roshani kya karu
le ke ujdi huyi zindagi kya karu
dil ki kismat me likhi thi nakamiya
dil ki kismat me likhi thi nakamiya
lakh maine bchaya magar lut gaya
dil ke tukde huye aur jigar lut gaya
gam kisi ko mila aur kisi ko khushi
gam kisi ko mila aur kisi ko khushi
ek ghar bas gaya ek ghar lut gaya ho
dil ke tukde huye aur jigar lut gaya

jai shiv shankar, hey ram rakh lo meri laz
leke tuta huya dil kidhar jaungi
nachte nachte aaj mar jaungi, jai shiv shankar
lyrics of song Aaj Chhedo Mohabbat Ki Shehnaiya
Comments on song "Aaj Chhedo Mohabbat Ki Shehnaiya"
shaikhts1 on Sunday, October 11, 2009
This song has historical background of Indo/Pak partition. If you listen
carefully it described how the people of both sides were divided, it was a
painful experience for all.
Muhammad Alis Fan on Friday, March 23, 2012
Though the song is really beautiful but why the film makers thought to put
dance in such a sad song or the people in India dance when they are sad?
Dr. H.U. Qureshi on Thursday, May 23, 2013
One of the miracles of the trio - Mehboob, Naushad, Shakeel - Kumkum was a
side actress but Mehboob projected and made a heroin!
Ravindra Kumar pathak on Saturday, October 17, 2015
Wow Nice Beautiful Songs Nice Yaara Aaj Chhedo Mohabbt Ki Sahnaiya Lajabab
Tarannum
kiran chirania on Saturday, April 13, 2013
Awesome...My Fav. :)
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Son Of India (1962)
Kamaljeet, Kumkum, Sajid Khan, Jayant, Kanahaiya Lal, Mukri, Simi Garewal, Tun Tun, Kumar, LilianGeeta Dutt, Lata Mangeshkar, Mohammed RafiShakeel BadayuniNaushad AliMehboob KhanSon Of India at IMDB      Son Of India at WikipediaSon Of India at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type