Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.33 - 9 votes
Ghazals
Video of this song from youtube
Lyrics of Aaj Hum Bichde Hai To Kitne Rangile Ho Gaye - आज हम बिछड़े है तो, कितने रंगीले हो गए
aaj ham bichhade hai to, kitne rangile ho gaye
aaj ham bichhade hai to, kitne rangile ho gaye
meri aankhe surkh thi, hath pile ho gaye
aaj ham bichhade hai to, kitne rangile ho gaye

kab ki patthar ho chuki thi
muntazir aankhe magar
kab ki patthar ho chuki thi
muntazir aankhe magar
chhuke jab dekha to, mere hath gile ho gaye
chhuke jab dekha to, mere hath gile ho gaye
aaj ham bichhade hai to, kitne rangile ho gaye

jane kya ehsas, saaz-e-husn ke taaro mein hain
jane kya ehsas, saaz-e-husn ke taaro mein hain
jinko chhute hi, mere nagme rasile ho gaye
jinko chhute hi, mere nagme rasile ho gaye
aaj ham bichhade hai to, kitne rangile ho gaye

ab koi ummid hai shahid, na koi aarzu
ab koi ummid hai shahid, na koi aarzu
aasre toote to, jine ke wasile ho gaye
aasre toote to, jine ke wasile ho gaye
aaj ham bichhade hai to, kitne rangile ho gaye
meri aankhe surkh thi, hath pile ho gaye
aaj ham bichhade hai to, kitne rangile ho gaye
lyrics of song Aaj Hum Bichde Hai To Kitne Rangile Ho Gaye
Comments on song "Aaj Hum Bichde Hai To Kitne Rangile Ho Gaye"
pionyt on Thursday, November 25, 2010
"Kab ki patthar ho chuki thi muntazir aankhein magar, chhu ke jab dekha to
mere haath geele ho gaye ... " . what an amazing line ...
Sameer Kabir on Friday, April 26, 2013
Written by Shahid Kabir --- some other Sher of the Ghazal are Tum se milte
hi bichdne ke wasile hoye Dil mile to jaan ke dushman qabele ho gaye Shahid
Kabir
Vibhuti Kumar on Sunday, January 15, 2012
jane kya ahsash saze-husn ke taro main hai, jinko chhute hi mere nagmain
rasile ho gaye...hun... hun...hun.. lovely ..
Sunny Iyer on Monday, September 07, 2015
Kab ki patthar ho chuki thi munthazir aacken magar... chooke jab dekha to
mere haath geele ho gaye...!!!!!!!!!!!!
Sunny Iyer on Monday, June 15, 2015
Genius in poetry...! And not to mention the superb composition in a ghazal
by the maestro...!
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Love Is Blind (Jagjit Singh) (1997)
Jagjit Singh
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type