aaj jane ki zid naa karo
yoon hi pehloo mein baithe raho
aaj jane ki zid naa karo
haay mar jaayenge hum to lutjaayenge
aisi baateni kiya na karo
aaj jane ki zid naa karo
tum hi socho zara kyun na rokein tumhein
jaan jaati hai jab uth ke jaate tum
tumko apni kasam jaan e jaan
baat itni meri maan lo
aaj jane ki zid naa karo
yoon hi pehloo mein baithe raho
aaj jane ki zid naa karo
haay mar jaayenge hum to lutjaayenge
aisi baateni kiya naa karo
aaj jane ki zid naa karo
waqt ki qaid mein zindagi hai magar
waqt ki qaid mein zindagi hai magar
chand ghadiyaan yeni hain jo aazaad hain
chand ghadiyaan yeni hain jo aazaad hain
inko kho kar mere jaan e jaan umr bhar ha
taraste raho aaj jane ki zid naa karo
yoon hi pehloo mein baithe raho
aaj jane ki zid naa karo
haay mar jaayenge hum to lutjaayenge
aisi baateni kiya naa karo
aaj jane ki zid naa karo