Video of this song from youtube
Aaj Ki Raat Khona Hai Kya - आज की रात खोना है क्या
SingerAlisha Chinai, Sonu Nigam
Music byShankar Ehsaan Loy
LyricistJaved Akhtar
ActorShahrukh Khan, Priyanka Chopra
CategoryParty Songs, Dance Songs
MovieDon - The Chase Begins Again (2006)
Lyrics of Aaj Ki Raat Khona Hai Kya - आज की रात खोना है क्या
sham hai, jaam hai aur hai nasha
tan bhi hai, mann bhi hai pighala hua
chhayi hai ranginiya, phir bhi hai betabiya
kyun dhadkta hai dil, kyun ye kehta hai dil
deewano ko ab tak nahi hai ye pata
aaj ki raat khona hai kya pana hai kya, khona hai kya

do ghadi me yaha, jane kya hoga
jo hamesha tha mera, fir mera hoga
kaun kiske dil me hai faisala hoga
faisala hai yahi, jit hogi meri

aao main tumse kahu, baat chupke se
rang badlegi pal me, raat chupke se
tumko le jaunga phir sath chhupke se
jaaoge tum kaha, dekho main hu yaha

Comments on song "Aaj Ki Raat Khona Hai Kya"
MsIndocanadian on Saturday, May 21, 2011
The girl in black should fire her wardrope designer

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

Priyanka's dress is soooooooooooo beautiful I LOVE HER she is my favourite
actress