Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.57 - 14 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Aaj Ki Raat Kabhi Khatam Na Hone Aaye - आज की रात कभी ख़तम ना होने आये
aaj ki rat kabhi khatam na hone aaye
roz hoti hai subah aaj na hone paye
wo aayenge khushi bankar bahare sath layenge
mere ghar me mohabbat ke najare muskurayenge
wo aayenge

maja is ishkdari ka koi puche mere dil se
tamnna jhuk kar kahti hai
ye hardum dil ki mahfil se
ye hardum dil ki mahfil se
wo aayenge khushi bankar bahare sath layenge
mere ghar me mohabbat ke najare muskurayenge
wo aayenge

mere arman is rah par tadap kar bat kahte hai
wahi mehman aate hai jo mere dil me rahte hai
jo mere dil me rahte hai
wo aayenge khushi bankar bahare sath layenge
mere ghar me mohabbat ke najare muskurayenge
wo aayenge

na aayenge unhe hasrat bhari aanhko se afsana
jo ho sakega to denge unhe ham dil ka najrana
unhe ham dil ka najrana
wo aayenge khushi bankar bahare sath layenge
mere ghar me mohabbat ke najare muskurayenge
wo aayenge
lyrics of song Aaj Ki Raat Kabhi Khatam Na Hone Aaye
Comments on song "Aaj Ki Raat Kabhi Khatam Na Hone Aaye"
raheem siddiqi on Tuesday, January 13, 2015
Today's Nobudy love this. Those who love comment (08125355822)
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Aurat (1953)
Premnath, Beena Roy, Purnima Razi, Ulhas, Hiralal, Roopmala, NaziraLata MangeshkarHasrat Jaipuri, ShailendraShankar JaikishanB VarmaMunshiram VermaAurat at IMDB      Aurat at WikipediaAurat at YouTube     |    Aurat at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type