Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
1.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Lyrics of Aaj Kuch Aur Hi Maza Aaya - आज कुछ और ही मज़ा आया
zindagi ho gayi kitni hasi
aarzu ab koi dil me nahi
jo bhi manga wo maine paya
aaj kuch aur hi maza aaya
aaj kuch aur hi maza aaya
zindagi ho gayi kitni hasi
aarzu ab koi dil me nahi
jo bhi manga wo maine paya
aaj kuch aur hi maza aaya
aaj kuch aur hi maza aaya maza aaya

dekhte dekhte mai hui kya se kya
motiyo me tuli meri har ek ada
maine apne har jalwe ka uncha mol chukaya
ab yaha koi bhi mujhsa nahi
mai dharu pav to thanke jami
nagme bikhere mera saya
aaj kuch aur hi maza aaya
aaj kuch aur hi maza aaya maza aaya

jo tassvur mila usko tasvir di
apne har khwab ko maine tabir di
jo bhi mere dil ne socha karke bhi dikhlaya
kyu na mai chum lu apni jabi
aa gaya ab mujhe apna yaki
maine kismat ka sar jhukaya
aaj kuch aur hi maza aaya
aaj kuch aur hi maza aaya
zindagi ho gayi kitni hasi
aarzu ab koi dil me nahi
jo bhi manga wo maine paya
aaj kuch aur hi maza aaya
aaj kuch aur hi maza aaya
aaj kuch aur hi maza aaya
aaj kuch aur hi maza aaya maza aaya
lyrics of song Aaj Kuch Aur Hi Maza Aaya
Comments on song "Aaj Kuch Aur Hi Maza Aaya"
lovehumanity on Thursday, November 15, 2007
Zeher khanay kay paisay nahi hotay thay us ghareeb kay paas wo instruments
kahan say lata .. ghar kay bartan bajtay hongay sar par to tunes banata
hoga.. aakhri umar mein Vespa scooter liya tha us nay wo bh second-hand.
har chauthay din mistri kay paas baitha theek karata tha ..banda changa tha
isi liay yehi hashar hua uska jo zaheen logon ka aksar hota hay hamari
society mein :-)
jimmynoor68 on Thursday, November 15, 2007
doc, aap ke aakhri fiqray sab keh diya.jab wo theek thak filmain ker
rahey thay even then he never believed using lot of 'tishoo tishoo' he been
favorite of masters and music 'understanding' people.he was realy ONE of
his class.sheeshay ke ghar ka aakhri song bhi touch of class hai...
zoaibm on Friday, November 16, 2007
Dear i am fond of your knowledge and collection. Could you please post the
song from the same film "Mein ne shishay ka ghar banaya he...har taraf
patharon ka saaya he..." sung by Mehnaz and picturized on Mumtaz. I will be
grateful.
Abieha Khawaja on Tuesday, November 18, 2008
Baqi tau sab theek hei laikin choreography ko dekh ker lagta hei kay dance
director kung fu ki training lay ker seedhay is ganey kay liyay dance
direct kernay a gaaey they.
jimmynoor68 on Thursday, November 15, 2007
master abdullah comes out with some 'posh' feelings.naheed akhtar's
vocals and mumtaz's dance made it worth watching...still not many
instruments...
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Sheeshay Ka Ghar (1984)
Anup Ghoshal, Salma AghaAmit KhannaBappi LahiriSheeshay Ka Ghar at IMDB      Sheeshay Ka Ghar at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type