Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Aaj Mulakat Ka Vaada Hai
4.33 - 3 votes
Video of this song from youtube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Lyrics of Aaj Mulakat Ka Vaada Hai - आज मुलाक़ात का है वादा
allah tauba hai allah tauba hai allah tauba tauba hai
allah tauba hai allah tauba hai allah tauba tauba hai
wada hai wada hai wada hai aaj mulakat ka hai wada
na aaj hume nind aayegi aayegi aayegi
wada hai aaj mulakat ka hai wada na aaj hume nind aayegi
wada hai wada hai wada hai unse mulakat ka hai wada
aankho me sari rat jayegi wada hai
unse mulakat ka hai wada aankho me sari rat jayegi
allah tauba hai allah tauba hai allah tauba hai tauba hai
allah tauba hai allah tauba hai allah tauba hai tauba hai

duwa jo dil ne duwa mangi yaha barso
wo duwa aaj rang layegi layegi layegi
wada hai aaj mulakat ka hai wada
na aaj hume nind aayegi aayegi aayegi aayegi
allah tauba hai allah tauba hai allah tauba hai tauba hai
allah tauba hai allah tauba hai allah tauba hai tauba hai

haye allah haye allah haye allah
haye allah haye allah haye allah
gajab hai kahar hai sitam hai duhayi
kayamat se pehle kayamat hai aayi
ye kaisa karishma huya aaj yaro
duwa mere dil ki kya rang layi
abhi to aankh ladi hai zara si bat badi hai
maza to aayega aage abhi to rat padi hai

dil nadan hai had se jayada
na aaj hume nind aayegi aayegi aayegi
dil nadan hai had se jayada
na aaj hume nind aayegi aayegi aayegi aayegi
allah tauba hai allah tauba hai
allah tauba hai tauba hai
allah tauba hai allah tauba hai
allah tauba hai tauba hai

ye kasme hai jhuti bharam hai ye wade
zuba pe hai kuch kuch hai dil ke irade
yaha aise wado pe karke bharosa
bahut mar mite aaj tumna lut jana
bana dil diwana kisi ka nishana
nishana zara ye sambhal ke lgana
tera kam kya hai yaha oo diwane
jo tera nishana wo mera nishana
tera dil kisne churaya jo tere pas hai aaya
ye pyar hak hai hamara ye nahi humko gwara

ye pal bhar me bdala hai kya rang yaro
mohabbat me kaisi chhidi zang yaro
ye takrar chhodo gale lag bhi jao
zara pyar se dil ki kismat swaro
abhi to tir chalege tera dil chir chalege
abhi to parda uthega abhi to raz khulega
ho oo lute to jaan lute bdale na irada
jawani kaha baz aayegi
duwa jo dil ne duwa mangi yaha barso
wo duwa aaj rang layegi wada hai
aaj mulakat ka hai wada na aaj hume nind aayegi

allah tauba hai allah tauba hai allah tauba hai tauba hai
allah tauba hai allah tauba hai allah tauba hai tauba hai
allah tauba hai allah tauba hai allah tauba hai tauba hai
allah tauba hai allah tauba hai allah tauba hai allah tauba hai
allah tauba hai tauba hai allah tauba hai allah tauba hai
allah tauba hai tauba hai
lyrics of song Aaj Mulakat Ka Vaada Hai
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Dial 100 (1982)
Vinod Mehra, Bindiya Goswami, Ashok Kumar, Asrani, Keshto Mukherjee, Aruna Irani, Amjad KhanManna Dey, Asha Bhosle, Bappi LahiriAnjaanBappi LahiriS RamanathanDial 100 at IMDB      Dial 100 at WikipediaDial 100 at YouTube     |    Dial 100 at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type