Video of this song from youtube
Advertisement
Aaj Nach Nach Ke - आज नाच नाच के
SingerKavita Krishnamurthy, Sapna Mukherjee, Anupama Deshpande
Music byBappi Lahiri
LyricistVerma Malik
Actor
Category
MovieNumbri Aadmi (1991)
Lyrics of Aaj Nach Nach Ke - आज नाच नाच के
aaj naach naach ke tufaan wo uthayenge
hum tumhara faisla hi aaj karke jaayenge

ab humari hai taiyari, lo tumhaari aayi baari
yaad kare umar bhar ko sabak to hum sikhayenge

husn hai jawaani hai shabaab mere paas hai
tere har sawaal ka jawaab mere paas hai

o bekhabar dekh idhar humse mila ek najar
ek ek julm ka hisaab hum chukayenge

tune samjha jindagi humari tere haath hai
pata nahi tujhe ki khuda humaare saath hai

lut jaayega mit jaayega is jahaa se uth jaayega
bujh sake na jo kabhi wo aag hum lagayenge

Comments on song "Aaj Nach Nach Ke"
Waheed Ahmad on Tuesday, July 29, 2014
main ap ka shukar guzar hoon k ap ne meri request ko pura kiya hai

mithun & govinda ki unreleased movies k trailers upload kren plz

mere sath rabta zaroor kren ya apni id ya cell number send kr dein

plz param dharam ka ek song reh gya hai wo bhi upload kr dein
plz param dharam ka ek song reh gya hai wo bhi upload kr dein
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement

wo hai jab se tujhe piya honton se choo liya wo cd ya dvd main nahin hai wo
sirf vcr wali video casstte main us main se talash kr den ap ki buhat buhat
mehrbani hogi