Video of this song from youtube
Aaja Meree Bahon Me Banke Sanam Meraa Pyaar - आजा मेरी बाहों में बनके सनम मेरा प्यार
SingerSonu Nigam
Music byAnand Raj Anand
LyricistPraveen Bhardwaj
ActorSonali Bendre
Category
MoviePyaar Kiya Nahin Jaata (2003)
Lyrics of Aaja Meree Bahon Me Banke Sanam Meraa Pyaar - आजा मेरी बाहों में बनके सनम मेरा प्यार
aaja meri baho me banke sanam mera pyar
aa aaja meri baho me banke sanam mera pyar
dil se mila hai dil uspe mausam bhi hai yaar
tu hai main hu do badan milne ko bekarar
aise me toh tanhayi lage bahar
aaja meri baho me banke sanam mera pyar
dil se mila hai dil uspe mausam bhi hai yar
sine se sar sar sarke dupatta
kuchh keh rahi hai har ada
oh sine se sar sar sarke dupatta
kuch keh rahi hai har ada
tumhari ada pe ham mar mite hai
tumko nahi kya pata tumko nahi kya pata
aaja meri baho me banke sanam mera pyar
dil se mila hai dil uspe mausam bhi hai yar
kya dekhte ho hontho se
chhu lo hontho ki ye narmiya
kya dekhte ho hontho se
chhu lo hontho ki ye narmiya
na duriya hai na fasle hai
tere mere darmiya tere mere darmiya
bole dhadkan jaise bajne lage dil ke taar
aise mein to tanhayi lage yar

Comments on song "Aaja Meree Bahon Me Banke Sanam Meraa Pyaar"
RiK Shawn on Wednesday, January 30, 2013
lifted from, AR Rahman's Idhu Sugam.
FILM: Vandicholai Chinraasu
lifted from, AR Rahman's Idhu Sugam.
FILM: Vandicholai Chinraasu
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

Can anyone please upload this movie? I am looking for it for years