Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Aakhiyoon Mein Aakhiya Daal Ke
4.20 - 10 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Aakhiyoon Mein Aakhiya Daal Ke - अँखियों में अँखियाँ डाल के बैरी ले गई दिल निकाल के
ankhiyo me ankhiya daal ke beri le gayi dil nikaal ke

sun sajni ve sun sajni
sun sajni ve sun sajni isse rakhana be sambhal ke
nahi to hum mar jayenge kuch kar jayenge

ankhiyo me ankhiya daal ke beri le gaya dil nikaal ke

sun sajna ve sun sajna
sun sajna ve sun sajna isse rakhana be sambhal ke
nahi to hum mar jayenge kuch kar jayenge
nahi to hum mar jayenge kuch kar jayenge

sun sun kehti hai mast pawan bajne de payr ki dhun
chhun chhun kar ke payaliya kehti hai mujhe bas chun

ab tujhse hai mohabaat karna tere sath hi jina marna
sun sajna ve sun sajna
sun sajna ve sun sajna hum panchi hai ek daal ke
ankhiyo me ankhiya daal ke beri le gayi dil nikaal ke
ankhiyo me ankhiya daal ke beri le gayi dil nikaal ke

sun sun sajna payr me hai ab pagal mera man
sajni re sajni payr to hai ek mitti si uljhan

man chahe tujhi me hai khona tujhe pa ke tera he hona
sun sajni ve sun sajni
sun sajni ve sun sajni hum panchi hai ek daal ke
ankhiyo me ankhiya daal ke beri le gaya dil nikaal ke
ankhiyo me ankhiya daal ke beri le gaya dil nikaal ke

ankhiyo me ankhiya daal ke beri le gayi dil nikaal ke
sun sajna ve sun sajna, sun sajni ve sun sajni
isse rakhana be sambhal ke
nahi to hum mar jayenge kuch kar jayenge
nahi to hum mar jayenge kuch kar jayenge
ankhiyo me ankhiya daal ke beri le gaya dil nikaal ke
ankhiyo me ankhiya daal ke beri le gayi dil nikaal ke
lyrics of song Aakhiyoon Mein Aakhiya Daal Ke
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Dil Mera Dhadkan Teri (2002)
Nitin Mukesh, Anuradha Paudwal
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type