Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.00 - 3 votes
Romantic Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Aana Sajnwa Aana Jab Naina Lade Dil Dil Se Mile - आना साजनवा आना, आना बलमवा आना
aana saajanwa aana, aana balamwa aana
aana sajanwa aana
aana saajanwa aana, aana balamwa aana
aana sajanwa aana
jab nain lade dil dil se mile
jab nain lade dil dil se mile
tum meet bane hum jeet gaye
hum jeet gaye
phir kahe ko tadpana
aana sajanwa aana, aana balamwa aana

aashaye dol rahi hai
amrit ras ghol rahi hai
dil se, dil se kuch kuch bol rahi hai
dil mauj me hai diwana
aana sajanwa aana, aana balamwa aana

armano ki rut hai aayi
armano ki rut hai aayi
paigaam khushi ka layi
paigaam khushi ka layi
jivan ne lee angdayi
jivan ne lee angdayi
sundar hai aaj zamana
aana sajanwa aana, aana balamwa aana
aana saajanwa aana
aana balamwa aana, aana sajanwa aana
aana saajanwa aana
lyrics of song Aana Sajnwa Aana Jab Naina Lade Dil Dil Se Mile
Comments on song "Aana Sajnwa Aana Jab Naina Lade Dil Dil Se Mile"
rumahale on Thursday, August 28, 2014
Lyrics by Habeeb Sarhadi
Listening for the first time. Thank you for the rare gem.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Zevarat (1949)
Geeta Dutt, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Shanta Kunwar, Hamida BanuHabeeb SarhadiHansraj BehlZevarat at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type