Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.80 - 5 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Aankh Ke Paani Aankh Me Rah - आँख के पानी आँख में रह
aankh ke paani aankh me rah
ban ke kisi ki nishaani
aankh ke paani aankh me rah
ban ke kisi ki nishaani

mithi mithi piden, dil me mere ghar banaaye
mithi mithi piden, dil me mere ghar banaaye
saanjh savere ho jab bhi
tu hi tu yaad aaye
saanjh savere ho jab bhi
tu hi tu yaad aaye
bachpan aise jaaye mera
bachpan aise jaaye mera
kaise jaaye jawaani, kaise jaaye javaani
aankh ke paani aankh me rah
ban ke kisi ki nishaani

sapno me mil lena waada kiya ke
sapno me mil lena waada kiya ke
waha pe to pahre na honge na daake
waha pe to pahre na honge na daake
jab lag aankh khule palko me
jab lag aankh khule palko me
aansu mile nishaani, aansu mile nishaani
aankh ke paani aankh me rah
ban ke kisi ki nishaani
lyrics of song Aankh Ke Paani Aankh Me Rah
Comments on song "Aankh Ke Paani Aankh Me Rah"
TheDeepakp on Monday, December 02, 2013
Movie: Pagdandi (1947) -- Hindi -- B&W
Music: Khwaja Khursheed Anwar
Lyrics: D.N. Madhok

Director: Ram Narayan Dave
Banner/Productions: Pancholi Art
Leading Cast: Padma, Akhtar, Gyaani, Om Prakash, Akhtari
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Pagdandi (1947)
D N MadhokKhursheed AnwarRam Narayan DavePagdandi at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type