Video of this song from youtube
Advertisement
Aankh Me Aansu Dil Majbur - आँख में आंसू दिल मजबूर
SingerGeeta Dutt
Music byGhulam Mohammad
LyricistShakeel Badayuni
Actor
CategorySad Songs
MovieDil Ki Basti (1949)
Lyrics of Aankh Me Aansu Dil Majbur - आँख में आंसू दिल मजबूर
aankh me aasu dil majbur
haye mohabbat ka dastur
haye mohabbat ka dastur
aankh me aasu dil majbur
haye mohabbat ka dastur
haye mohabbat ka dastur
dil bhi mile arman bhi jage
bas na chala takdir ke aage
dil bhi mile arman bhi jage
bas na chala takdir ke aage
gam ne dikhaye rang wo apne
tod diye sab pyar ke sapne
kar diya dil ko chakna chur
haye mohabbat ka dastur
haye mohabbat ka dastur
tum to piya pardesh sidhare
bit rahi hai dil pe hamare
tum to piya pardesh sidhare
bit rahi hai dil pe hamare
kisko khabar thi mil na sakenge
phul khushi ke khil na sakenge
tha yahi kismat ko manjur
haye mohabbat ka dastur
haye mohabbat ka dastur
aankh me aasu dil majbur
haye mohabbat ka dastur
haye mohabbat ka dastur
haye mohabbat ka dastur
haye mohabbat ka dastur
aankh me aasu dil majbur
haye mohabbat ka dastur
haye mohabbat ka dastur
dil bhi mile arman bhi jage
bas na chala takdir ke aage
dil bhi mile arman bhi jage
bas na chala takdir ke aage
gam ne dikhaye rang wo apne
tod diye sab pyar ke sapne
kar diya dil ko chakna chur
haye mohabbat ka dastur
haye mohabbat ka dastur
tum to piya pardesh sidhare
bit rahi hai dil pe hamare
tum to piya pardesh sidhare
bit rahi hai dil pe hamare
kisko khabar thi mil na sakenge
phul khushi ke khil na sakenge
tha yahi kismat ko manjur
haye mohabbat ka dastur
haye mohabbat ka dastur
aankh me aasu dil majbur
haye mohabbat ka dastur
haye mohabbat ka dastur
Comments on song "Aankh Me Aansu Dil Majbur"
Riaz Ali on Saturday, July 09, 2011
Jee chaahta hai keh bas Geetaji ka yeh gana ho aur mein sunta rahon. Kiya
adaigi hai kiya dard hai, kiya music hai aur kiya poetry hai. Shukriyah es
upload ka.
Jee chaahta hai keh bas Geetaji ka yeh gana ho aur mein sunta rahon. Kiya
adaigi hai kiya dard hai, kiya music hai aur kiya poetry hai. Shukriyah es
upload ka.
a20able on Sunday, May 06, 2012
Best song ,beast poetry.Excellant ,Zbardast
Best song ,beast poetry.Excellant ,Zbardast
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement


Well said by the learned viewer "Riaz Ali".
It is all the delight and pleasure to read this beautiful song - listening
for the first time.
Thank you for this rare gem.