Video of this song from youtube
Aankh Se Door Naa Ho - आँख से दूर ना हो दिल से उतर जायेगा
SingerJagjit Singh, Lata Mangeshkar
Music by
LyricistAhmad Faraz
Actor
CategoryGhazals
MovieSajda (Album) (1991)
Lyrics of Aankh Se Door Naa Ho - आँख से दूर ना हो दिल से उतर जायेगा
aankh se door na ho dil se utar jayega
aankh se door na ho dil se utar jayega
waqt ka kya hai guzarta hai guar jayega
aankh se door na ho dil se utar jayega
Itna manoos na ho khilwat e gam se apni
Itna manoos na ho khilwat e gam se apni
tu kabhi khud ko bhi dekhega to dar jayega
waqt ka kya hai guzarta hai guzar jayega
aankh se door na ho dil se utar jayega
tum sar e raah e wafa dekhte reh jaoge
tum sar e raah e wafa dekhte reh jaoge
aur woh baam e rafaqat se utar jayega
waqt ka kya hai guzarta hai guzar jayega
aankh se door na ho dil se utar jayega
zindgi teri khata hai to yeh jaane wala
zindgi teri khata hai to yeh jaane wala
teri bakhshish teri dahleez pe dar jayega
waqt ka kya hai guzarta hai guzar jayega
aankh se door na ho dil se utar jayega
aankh se door na ho dil se utar jayega
waqt ka kya hai guzarta hai guar jayega
aankh se door na ho dil se utar jayega
Itna manoos na ho khilwat e gam se apni
Itna manoos na ho khilwat e gam se apni
tu kabhi khud ko bhi dekhega to dar jayega
waqt ka kya hai guzarta hai guzar jayega
aankh se door na ho dil se utar jayega
tum sar e raah e wafa dekhte reh jaoge
tum sar e raah e wafa dekhte reh jaoge
aur woh baam e rafaqat se utar jayega
waqt ka kya hai guzarta hai guzar jayega
aankh se door na ho dil se utar jayega
zindgi teri khata hai to yeh jaane wala
zindgi teri khata hai to yeh jaane wala
teri bakhshish teri dahleez pe dar jayega
waqt ka kya hai guzarta hai guzar jayega
aankh se door na ho dil se utar jayega
Comments on song "Aankh Se Door Naa Ho"
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films


Subhan Allah