Video of this song from youtube
Aankho Me Dil Hai, Hontho Pe Jaan - आँखों में दिल है, होंठो पे जान
Lyrics of Aankho Me Dil Hai, Hontho Pe Jaan - आँखों में दिल है, होंठो पे जान
tum kahaan, tum kahaan
aankho me dil hai, hontho pe jaan
tum kahaan ho tum kahaan, tum kahaan
aankho me dil hai, hontho pe jaan
sunsaan raaho pe aankhe bichhaaye
sine me laakho armaa chhupaaye
sine me laakho armaa chhupaaye
dil ko bhulaave deti rahi par
dil ko bhulaave deti rahi par
tumko na aana tha tum na aaye
mitne lage manjil ke nishaan
tum kahaan ho tum kahaan, tum kahaan
aankho me dil hai, hontho pe jaan
puchha hai maine shaam-o-sahar se
viraaniyo ki ujdi najar se
viraaniyo ki ujdi najar se
meri pukaare, meri pukaare
maayus ho kar takrake lauti divaar-o-dar se
tum kahaan, tum kahaan
chup hai jamin chup aasmaan
tum kahaan ho tum kahaan, tum kahaan
aankho me dil hai, hontho pe jaan
tum kahaan tum kahaan
tum kahaan ho tum kahaan, tum kahaan
aankho me dil hai, hontho pe jaan
tum kahaan ho tum kahaan
tum kahaan ho tum kahaan
tum kahaan ho tum kahaan
aankho me dil hai, hontho pe jaan
tum kahaan ho tum kahaan, tum kahaan
aankho me dil hai, hontho pe jaan
sunsaan raaho pe aankhe bichhaaye
sine me laakho armaa chhupaaye
sine me laakho armaa chhupaaye
dil ko bhulaave deti rahi par
dil ko bhulaave deti rahi par
tumko na aana tha tum na aaye
mitne lage manjil ke nishaan
tum kahaan ho tum kahaan, tum kahaan
aankho me dil hai, hontho pe jaan
puchha hai maine shaam-o-sahar se
viraaniyo ki ujdi najar se
viraaniyo ki ujdi najar se
meri pukaare, meri pukaare
maayus ho kar takrake lauti divaar-o-dar se
tum kahaan, tum kahaan
chup hai jamin chup aasmaan
tum kahaan ho tum kahaan, tum kahaan
aankho me dil hai, hontho pe jaan
tum kahaan tum kahaan
tum kahaan ho tum kahaan, tum kahaan
aankho me dil hai, hontho pe jaan
tum kahaan ho tum kahaan
tum kahaan ho tum kahaan
tum kahaan ho tum kahaan
Comments on song "Aankho Me Dil Hai, Hontho Pe Jaan"
VILAS KANEKAR on Wednesday, October 08, 2014
Thanks a lot for uploading this wonderful song.Much better quality.Can
someone upload this full movie ?
Thanks a lot for uploading this wonderful song.Much better quality.Can
someone upload this full movie ?
akarshik on Wednesday, October 08, 2014
Beautiful song and upload Jitender jee.
Beautiful song and upload Jitender jee.
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films


Wonderful. You have done great service in getting us revised upload with
better audio quality.
Thank you for excellent presentation.