Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
2.50 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Aankho Ne Kaha Dil Ne Suna - आँखों ने कहा आँखों ने कहा
aankho ne kaha aankho ne kaha
dil ne suna ho gaya mishal
nazro se mili nazre aur
tum se huaa pyar
o sajan tum se huaa pyar
najo se pala dil tha mera
haye dil tha mera
lut gaya bekar aji lut gaya bekar
nazro se mili nazre aur
tum se huaa pyar
o sajan tum se huaa pyar

ho aankho ke kehne se dil ne
tumhe hum de dala
dar tha badnaam na ho jaye
use bhi tala
dar tha badnaam na ho jaye
use bhi tala
tum bhi bana ke rakhana ji
mujhko gale ka haar
tum bhi bana ke rakhana ji
mujhko gale ka haar
nazro se mili nazre aur
tum se huaa pyar
o sajan tum se huaa pyar

nazro se mili nazre aur
tum se huaa pyar
o sajan tum se huaa pyar
abhi khili hai kali bhanwra bhi abhi aaya
abhi khili hai kali bhanwra bhi abhi aaya
kuve ne pyas ko pyase ne kuve ko paya
kuve ne pyas ko pyase ne kuve ko paya
aaj aaye piya aaj bane ha ji aaj bane
mauj ke sitar ha mauj ke sitar
nazro se mili nazre aur
tum se huaa pyar
o sajan tum se huaa pyar
lyrics of song Aankho Ne Kaha Dil Ne Suna
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Bhakt Pundalik (1949)
Rohini Roy, Uma Devi, Chitragupt, Parul GhoshChandra Shekhar Pandey, Saraswati Kumar Deepak, Bhagwat Dutt Mishra, Kamla Kant, Avtar VisharadChitraguptDhirubhai DesaiBhakt Pundalik at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type