Video of this song from youtube
Aankhon Aankhon Me Dil Gaya Apna - आँखों आँखों में दिल गया अपना
SingerShailendra Singh
Music byRam Laxman
LyricistKulwant Jani
Actor
CategoryRomantic Songs
MovieSaanch Ko Aanch Nahin (1979)
Lyrics of Aankhon Aankhon Me Dil Gaya Apna - आँखों आँखों में दिल गया अपना
aankhon aankhon me
aankhon aankhon me dil gaya apna
aankhon aankhon me dil gaya apna
kano kan hume khabar na hui
aankhon aankhon me dil gaya apna
unki nazron se mil gayi nazrein
unki nazron se mil gayi nazrein
ye khata thi to soch kar na hui
ye khata thi to soch kar na hui
aankhon aankhon me dil gaya apna
unse itni si bas sikayat hai
unse itni si bas sikayat hai
unse itni si bas sikayat hai
unki hum par abhi nazar na hui
unki hum par abhi nazar na hui
aankhon aankhon me dil gaya apna
unki aankhon me sau afsane hai
unki aankhon me sau afsane hai
baat hothon se kuch magar na hui
baat hothon se kuch magar na hui
aankhon aankhon me dil gaya apna
aankhon aankhon me dil gaya apna
aankhon aankhon me dil gaya apna
kano kan hume khabar na hui
aankhon aankhon me dil gaya apna
unki nazron se mil gayi nazrein
unki nazron se mil gayi nazrein
ye khata thi to soch kar na hui
ye khata thi to soch kar na hui
aankhon aankhon me dil gaya apna
unse itni si bas sikayat hai
unse itni si bas sikayat hai
unse itni si bas sikayat hai
unki hum par abhi nazar na hui
unki hum par abhi nazar na hui
aankhon aankhon me dil gaya apna
unki aankhon me sau afsane hai
unki aankhon me sau afsane hai
baat hothon se kuch magar na hui
baat hothon se kuch magar na hui
aankhon aankhon me dil gaya apna
Comments on song "Aankhon Aankhon Me Dil Gaya Apna"
babbibaba on Friday, May 02, 2008
Very nice...Thanx
Very nice...Thanx
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films


Magic ov shailendra singh..excellent..