Video of this song from youtube
Advertisement
Aankhon Me - आँखों में
thumb coming soon
Aankhon Me
3.00 - 1 votes
Lyrics of Aankhon Me - आँखों में
aankho mein tera jalwa rahega
aankho mein tera jalwa rahega
hontho pe tera nagma rahega
tu chandni banke aaye ya khushbu
dil mera tujhko pahchan lega
aankho mein tera jalwa rahega
hontho pe tera nagma rahega
tu chandni banke aaye ya khushbu
dil mera tujhko pahchan lega
aankho mein tera jalwa rahega
hontho pe tera nagma rahega

kabhi tu banke masti najar pe chha gaya
kabhi mere labo se hansi chhalka gaya hai
kabhi tanhaiyo mein bhare hai rang tune
kabhi raje mohabbat mujhe samjha gaye hai
tu chandni banke aaye ya khushbu
tu chandni banke aaye ya khushbu
dil mera tujhko pahchan lega
aankho mein tera jalwa rahega
hontho pe tera nagma rahega

tu khwabo mein rula de khyalo mein rula de
mujhe bekhab dil ke sawalo mein rula de
hajaro baar mujhko jane ae jindagi tu
meri parchhai banke ujalo mein mila de
tu chandani banke aaye ya khushbu
tu chandani banke aaye ya khushbu
dil mera tujhko pahchan lega
aankho mein tera jalwa rahega
hontho pe tera nagma rahega

tu chandni banke aaye ya khushbu
dil mera tujhko pahchan lega
aankho mein tera jalwa rahega
hontho pe tera nagma rahega
tu chandni banke aaye ya khushbu
dil mera tujhko pahchan lega
aankho mein tera jalwa rahega
hontho pe tera nagma rahega
lyrics of song Aankhon Me
Janeman (Pankaj Udhas) (2000) - Movie Details
SingerPankaj UdhasLyricistZameer Kazmi, Naqsh Lyallpuri, Lalit SenMusic ByLalit Sen
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name ((Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement