Video of this song from youtube
Aap Ka Khat Mila Aap Ka Shukriya - आप का ख़त मिला आपका शुक्रिया
SingerLata Mangeshkar
Music byLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
ActorJeetendra
Category
MovieSharda (1981)
Lyrics of Aap Ka Khat Mila Aap Ka Shukriya - आप का ख़त मिला आपका शुक्रिया
aap ka khat mila aap ka sukariya
aap ka khat mila sukariya sukariya
aapne yad mujhko kiya sukariya sukariya sukariya sukariya
aap ka khat mila sukariya sukariya
aapne yad mujhko kiya sukariya sukariya sukariya sukariya
pyar me yad karna hi kafi nahi
pyar me yad karna hi kafi nahi
aap ki bhul kabile mafi nahi
ke ruth jayenge hum fir manana sanam
yu kata aap bin ek chota sa din
jaise ek sal tha dil ka hoga nisha
aapko kya khabar kya hai darde jigar
har fasana koi ek bahana koi
likh ke kagaj pe bhej diya sukariya sukariya sukariya sukariya
aap ka khat mila sukariya sukariya
aapne yad mujhko kiya sukariya sukariya sukariya sukariya
aap likhte hai milne ki fursat nahi
aap likhte hai milne ki fursat nahi
chodiye berukhi hai ye ulfat nahi
hum ko tha intzar dil raha bekarar
sham tak hum rahe rashta dekhte
thak gayi jab najar tab mili khabar
aap aaye nahi kam tha kuch kahi
par hame gum nahi ye bhi kam nahi
dil ke badle ye tohfa mila sukariya sukariya sukariya sukariya

Comments on song "Aap Ka Khat Mila Aap Ka Shukriya"
420Shah4Punam on Sunday, September 09, 2012
aapne mujhko yaad kiya shukriya shukriya..must listen full song.
aapne mujhko yaad kiya shukriya shukriya..must listen full song.
ranjan99372 on Sunday, October 30, 2011
Plz load the full movie Sharada 1981
Plz load the full movie Sharada 1981
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

Album: Sharda
Year: 1981
Track: Aap Ka Khat Mila Aap Ka Shukriya
Singer: Lata
Album Star Cast: Jeetendra Rameshwari
Track Star Cast: Rameshwari