Video of this song from youtube
Lyrics of Aarzoo Ye Hai Ke Nikle Dam Tumhare Samne - आरजू ये है के निकले दम तुम्हारे सामने
aarzu ye hai ke nikle dam tumhare samne
tum hamare samne ho hum tumhare samne
hum tumhare samne tum hamare samne ho
hum tumhare samne hum tumhare samne
ham ab paye aaye tham tham kar ke
tum ghabra na jao
dard dil me ho magar dard dil me ho magar
hum tumhare samne hum tumhare samne
aarzu ye hai ke nikle dam tumhare samne
dam tumhare samne

bad mere royega sara jamana dekhna
jhum ke hoga mera jhum ke hoga mera
matam tumhare samne ha tumhare samne
aarzu ye hai ke nikle dam tumhare samne
dam tumhare samne

katal kar dalo hame ya dil me ulfat baksh do
lo khade hai hath bandhe
aji lo khade hai hath bandhe
hum tumhare samne hum tumhare samne
aarzu ye hai ke nikle dam tumhare samne
dam tumhare samne tum hamare samne ho
hum tumhare samne hum tumhare samne
lyrics of song Aarzoo Ye Hai Ke Nikle Dam Tumhare Samne
Comments on song "Aarzoo Ye Hai Ke Nikle Dam Tumhare Samne"
Pashambay Baloch on Sunday, October 30, 2011
Roop Mala is seducing Balraj Sahni. Others in scene are Anwar Husain and Om
Parkash. Thanx
Vinay Sharma on Thursday, November 17, 2011
Great mujra artist Roop Mala,beautiful.Thanks for this upload.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Bazooband (1954)
Balraj Sahni, Sulochana C, Roopmala, Anwar Hussan, Ramesh KumarLata Mangeshkar, Asha Bhosle, G M DurraniPrem Dhawan, ChandrashekharMohammed ShafiRamanand SagarAsha BiswasBazooband at IMDB      Bazooband at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type