Video of this song from youtube
Aashna Dil Ko - आशना दिल को जलाने आये
screen shot of song - Aashna Dil Ko

3.50 - 2 votes
Lyrics of Aashna Dil Ko - आशना दिल को जलाने आये
aashna dil ko jalane aaye
aashna dil ko jalane aaye
aashna dil ko jalane aaye
tere kisse, tere kisse hi sunane aaye
aashna dil ko

dil hi dil me hain pashemaa dono
dil hi dil me hain pashemaa dono
kaun ab kisko
kaun ab kisko manane aaye
kaun ab kisko manane aaye
tere kisse hi sunane aaye
aashna dil ko

ek tamanna hain ab ki main ruthun
ek tamanna hain ab ki main ruthun
ek tamanna hain ab ki main ruthun
aur wo mujhko
aur wo mujhko, manane aaye
aur wo mujhko, manane aaye
tere kisse hi sunane aaye
aashna dil ko

kuchh to milne ki ho surat paida
kuchh to milne ki ho surat paida
karke ulfat
karke ulfat ke bahane aaye
karke ulfat ke bahane aaye
kisse, tere kisse hi sunane aaye
aashna dil ko jalane aaye
aashna dil ko
lyrics of song Aashna Dil Ko
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films