Video of this song from youtube
Aata Hai Yad Mujhko Guzra Hua Zamana - आता है याद मुझको गुजरा हुआ जमाना
Lyrics of Aata Hai Yad Mujhko Guzra Hua Zamana - आता है याद मुझको गुजरा हुआ जमाना
aata hai yaad mujhko gujara huaa jamana
aata hai yaad mujhko gujara huaa jamana
tu thi meri diwaani main tha tera diwaana
tu thi meri diwaani main tha tera diwaana
aata hai yaad mujhko gujara huaa jamana

chanda ki chandani me tu so rahi thi gori
aakar teri gali me siti mera bajana
aata hai yaad mujhko gujara huaa jamana

khidaki me tera aake chhupchhup ke muskurana
ab tere ho chuke ham ye kah ke bhag jaana
aata hai yaad mujhko gujara huaa jamana

ik din khabar ye aana
tu ban gayi hai dilbar
doli me tera jaana ro ro ke mera gana
laila laila pukaarun main ban me
meri laila basi mere man me
laila laila pukaarun main ban me
meri laila basi mere man me
laila laila pukaarun main ban me
lyrics of song Aata Hai Yad Mujhko Guzra Hua Zamana
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films