Video of this song from youtube
Aata Hai Zindagi - आता है जिन्दगी में
SingerGeeta Dutt
Music byDatta Korgaonkar
LyricistZia Sarhadi
Actor
CategorySad Songs
MovieMeri Kahani (1948)
Lyrics of Aata Hai Zindagi - आता है जिन्दगी में
aata hai zindagi me
aata hai zindagi me, aisa bhi ek zamana
aisa bhi ek zamana
marne ka dhundti hai khud zindagi bahana
khud zindagi bahana
kya puchti hai dunia
kya puchti hai dunia
biti hai mujhpe kya kya
biti hai mujhpe kya kya
ek dukh ki hai kahani
ek dukh ki hai kahani
ek dard ka fasana
ek dard ka fasana
majbur zindagi me mujhsa koi na hoga
majbur zindagi me mujhsa koi na hoga
khud hi jala rahi hu
khud hi jala rahi hu
mai apna aashiyana
mai apna aashiyana
marne ka dhundti hai khud zindagi bahana
khud zindagi bahana
ek bhul thi ke maine chaha tujhe bhula du
ek bhul thi ke maine chaha tujhe bhula du
o bhul jane wale
o bhul jane wale
mushkil hai bhul jana
mushkil hai bhul jana
aata hai zindagi me aisa bhi ek zamana

Comments on song "Aata Hai Zindagi"
imrana naeem on Saturday, August 11, 2012
Bohut umdah..ye aek shair aur musiqaar ka kamal he k woh gane wale ko kis
tarhan gawae aur jab gane wala in dono k aehsasaat ko samajh le to woh gana
phir khud bolta he..
Bohut umdah..ye aek shair aur musiqaar ka kamal he k woh gane wale ko kis
tarhan gawae aur jab gane wala in dono k aehsasaat ko samajh le to woh gana
phir khud bolta he..
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

Bhoot Khoob.Zia Sarhadi ne Sahir ke pairavi ke hai ya shaid wo zamana
falsafeyana tarz Zindagi ka daur tha?"Ya momkin hai meri generation mein
dokh aur dard ke kasrat thi.