Video of this song from youtube
Aaya Nahi Saiyan - आया नाही सैयां
screen shot of song - Aaya Nahi Saiyan

4.00 - 2 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Aaya Nahi Saiyan - आया नाही सैयां
waqt adhura ye dil dhadka jaye
kaahe na aaye tu kyu tu sataye
piya ki hai aas mujhko
suna laage ye sama
aankhe ye raah dekhe biti jaye sham
aaya nahi saiyan jiya lage na
tanhaiyo me biti jaye sham
aaya nahi saiyan kahe tarsaye
aaya nahi saiyan kahe tarsaye
wade adhure tere chain churaye, kahe tarsaye
aaya nahi saiyan jiya lage na

wada tha kaisa tera kanch ka sapna
tut ke aise chubha dard na ho kam mera
wada tha kaisa tera kanch ka sapna
tut ke aise chubha dard na ho kam mera
wade adhure tere chain churaye, kahe tarsaye
aaya naahi saiyan jiya lage na

na tha tu humse juda na tu khafa tha
rahon me hum akele tanha ye dil mera
na tha tu humse juda na tu khafa tha
rahon me hum akele tanha ye dil mera
sun le sada ho na juda, jiya jaaye na
jiya jaye na, jiya jaye na
kahe naa aaye tu kyu tu sataye
piya ki hai aas mujhko
suna lage ye sama
aankhe ye raah dekhe biti jaye sham
aaya nahi saiyan jiya lage na
aaya nahi saiyan kahe tarsaye
mohe sataye chain churaye, kahe tarsaye
wade adhure tere chain churaye, kahe tarsaye
aaya nahi saiyan jiya jaye na
aaya nahi saiyan jiya jaye na
aaya nahi saiyan jiya jaye na
lyrics of song Aaya Nahi Saiyan
Comments on song "Aaya Nahi Saiyan"
Manav Bahl on Thursday, May 01, 2014
Unbelievable ruhani singing by kamal, bahut soz hai kamal ki awaz mein,
went to a different world altogether. More music like this :)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films