Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Aayaa Re - आया रे
hai aaye aaya aayi dekho
aaya maseeha sab ke dil pe chhaya hai
dharti ambar sara samundar
dikhta uska saya hai aaya aayi dekho
aaya maseeha sab ka dil pe chhaya hai
dharti ambar sara samundar dikhta uska saya hai
fankar hai wo damdar hai wo
are chhukar na dekho aangar hai wo
kehta hai har koyi sare zamane pe dhaak ae
aaya re aaya re aaya re sab ka baap re
are kehte hai kehte hai kehte hai usko dhaak aye

kehte hai usko dhaak aye
ho dar par jo uske aaye sawalli
khali kabhi wo nahi jata aah
jo bhi kehta hai kar ke dikhata
vada wo har dam nibhata
hai aye hatho mein kanthi mala hai uske
andaz uska nirala surat nahi dekhe dekhe jarurat
sab ka hai wo rakhvala dildar hai
wo are lalkar hai wo sab ka dilo ka sardar hai wo
kehta hai har koyi karne nahi dega wo pap re ae
aaya re aaya re aaya re sab ka baap re
are kehte hai kehte hai kehte hai usko dhaak aye

hai hai sab ke hontho pe uski kahani
duniya hai uski diwani chhote se qad mein
himmat hai itni jitna samundar mein pani
taqat ka shauhrat ka wo khazana
chata hai peeche zamana
uski nazar se bachta nahi koyi
aisa hai uska nishana
khuddar hai wo sarkaar hai wo
tutte dilo ki patwaar hai wo
mit nahi sakegi aisi hai uski chhap re ae
aaya re aaya re aaya re sab ka baap re
are kehte hai kehte hai
kehte hai usko dhaak aye
kehte hai usko dhaak aye
lyrics of song Aayaa Re
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Thackeray (2019)
Abdul Quadir Amin, Amrita Rao, Micky Makhija, Nawazuddin Siddiqui, Prakash Belawadi, Radha Sagar, Rajesh Khera, Sachin A. Jayavant, Sanjay Narvekar, Sudhir Mishra, Vidyadhar Paranjape, Vineet Sharma, Vishal SudarshanwarSukhwinder Singh, Avadhoot Gupte, Nakash AzizManoj Yadav, Mandar Cholkar, Sunil JogiRohan Rohan, Sandeep ShirodkarPurvashi Sanjay Raut, Shrikant Bhasi, Varsha Sanjay Raut, Vidhita Sanjay RautAbhijit PanseThackeray at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type