Video of this song from youtube
Advertisement
Aaye Barati Mehman, Ke Behana Meri - आये बाराती मेहमान, के बहना मेरी
Singer Music by Lyricist Actor CategoryMarriage Songs Movie
Lyrics of Aaye Barati Mehman, Ke Behana Meri - आये बाराती मेहमान, के बहना मेरी
aaye barati mehmaan ke behana meri dulhan bani hai
aaye barati mehmaan ke behana meri dulhan bani hai
pure huye hai armaan main jaau kurbaan
ke behana meri dulhan bani hai
aaye baaraati mehmaan ke behana meri dulhan bani hai

woh dekho aaya hai shaadi ka joda
isko sambhaalo yeh naajuk hai thoda
jode pe jaau kurbaan, ke behana meri dulhan bani hai
jode pe jaau kurbaan, ke behana meri dulhan bani hai
pure huye hai armaan main jaau kurbaan
ke behana meri dulhan bani hai
aaye baaraati mehmaan ke behana meri dulhan bani hai

dulhe ke sar pe phulon ka sehara
phulon ki ladiyon mein resham sunehara
sehare pe jaau kurbaan, ke behana meri dulhan bani hai
sehare pe jaau kurbaan, ke behana meri dulhan bani hai
pure huye hai armaan main jaau kurbaan
ke behana meri dulhan bani hai
aaye baaraati mehmaan ke behana meri dulhan bani hai

behana ke haatho mein mehandi ki laali
laali ki rangat na kam honewaali
laali pe jaau kurbaan, ke behana meri dulhan bani hai
laali pe jaau kurbaan, ke behana meri dulhan bani hai
pure huye hai armaan main jaau kurbaan
ke behana meri dulhan bani hai
aaye baaraati mehmaan ke behana meri dulhan bani hai
lyrics of song Aaye Barati Mehman, Ke Behana Meri
Comments on song "Aaye Barati Mehman, Ke Behana Meri"
sajid01913 on Friday, April 23, 2010
Very Nice Shadi Song thanks
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement