Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Aaye Hain Dur Se, Milane Hazur Se
4.59 - 41 votes
Shammi Kapoor, Ameeta
Video of this song from youtube
Lyrics of Aaye Hain Dur Se, Milane Hazur Se - आए हैं दूर से मिलने हज़ूर से
aaye hai dur se milne hazur se aise bhi chup na rahiye
kahiye ji kuchh to kahiye din hai ke raat hai
tumse mehamaan kya, mujhpe ehsaan kya
laakho hi zulfo vaale aati hai ghera daale meri kya baat hai
aaye hai dur se milne hazur se aise bhi chup na rahiye
kahiye ji kuchh to kahiye din hai ke raat hai

uth ke to dekhiye kaisi fiza hai
sharmaana chhod iye ye kya ada hai
uth ke to dekhiye kaisi fiza hai
sharmaana chhod iye ye kya ada hai
tauba ye kya farmaaya, mai to yu hi sharmaaya
tauba ye kya farmaaya, mai to yu hi sharmaaya meri kya baat hai
aaye hai dur se milne hazur se aise bhi chup na rahiye
kahiye ji kuchh to kahiye din hai ke raat hai
tumse mehamaan kya, mujhpe ehsaan kya
laakho hi zulfo vaale aati hai ghera daale meri kya baat hai

dikhati hai roz hi aisi fizaaye
mukhade ke saamane kaali ghataaye
dikhati hai roz hi aisi fizaaye
mukhade ke saamane kaali ghataaye
koi chal jaaye jaadu phir ham puchhege baabu
koi chal jaaye jaadu phir ham puchhege baabu din hai ke raat hai
tumse mehamaan kya, mujhpe ehsaan kya
laakho hi zulfo vaale aati hai ghera daale meri kya baat hai
aaye hai dur se milne hazur se aise bhi chup na rahiye
kahiye ji kuchh to kahiye din hai ke raat hai
tumse mehamaan kya, mujhpe ehsaan kya
laakho hi zulfo vaale aati hai ghera daale meri kya baat hai
lyrics of song Aaye Hain Dur Se, Milane Hazur Se
Comments on song "Aaye Hain Dur Se, Milane Hazur Se"
AppaRao Venkata Vinjamuri on Wednesday, April 24, 2013
aae hai dur se, milane hazur se aise bhi chup na rahiye, kahiye ji kuchh to
kahiye din hai ke raat hai rafi: haay tumase mehamaan kyaa, mujhape ahasaan
kyaa laakho hi zulfo vaale, aati hai gheraa daale meri kyaa baat hai uth ke
to dekhiye, kaisi fizaa hai sharamaanaa chhodiye, ye kyaa adaa hai rafi:
taubaa ye kyaa faramaayaa mai to yun hi sharamaayaa meri kyaa baat hai
Riaz Ali on Wednesday, December 31, 2014
So soft song in the heavenly voice of Ashaji with excellent video. Rafi
Sahab was also in full swing during 1955-57 having the quality to mould his
voice according to the situation. Thanks for the upload of this master
piece
MadhuMatharu70 on Wednesday, January 16, 2013
aaye hain door se, milne huzoor se aise bhi chup na rahiye, kahiye ji kuchh
to kahiye din hai ke raat hai tumse mehmaan kaa, mujhpe ehsaan kyaa laakhon
hi zulfon waale, aate hain gheraa daale meri kyaa baat hai
Anilkumar P.K on Thursday, July 23, 2015
aaye hain door se, milne huzoor se
aise bhi chup na rahiye, kahiye ji kuchh to kahiye
din hai ke raat hai tumse mehmaan kaa,
mujhpe ehsaan kyaa laakhon hi zulfon waale,
aate hain gheraa daale meri kyaa baat hai
AlAlvares1 on Monday, March 29, 2010
Great song by rafi sahab, Shammi kapoor & Ameeta
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Tumsa Nahin Dekha (1957)
Shammi Kapoor, Ameeta, Pran, Anjali Devi, B M Vyas, Kanu Rao, Raj Mehra, Sheela VazAsha Bhosle, Mohammed RafiMajrooh Sultanpuri, Sahir LudhianviO P NayyarNasir HussainTumsa Nahin Dekha at IMDB      Tumsa Nahin Dekha at WikipediaTumsa Nahin Dekha at YouTube     |    Tumsa Nahin Dekha at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type