Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Ab Ke Kaisa Sawan Aaya - अब के कैसा सावन आया
ab ke kaisa sawan aaya
ab ke kaisa sawan aaya
manbhawan ko sang naa laya
ab ke kaisa sawan aaya
ab ke kaisa sawan aaya

jhr jhr barse more naina
jhr jhr barse more naina
dekh bhi paau naa chaina aaye
aisi rut me jee ghabraya
ab ke kaisa sawan aaya
ab ke kaisa sawan aaya

koyal mori papiha bole
pagal manwa har dum dole
koyal mori papiha bole
pagal manwa har dum dole
tum barso naa sunaa chhaya
ab ke kaisa sawan aaya
ab ke kaisa sawan aaya

indrdhanush man ko naa bhaaya
indrdhanush man ko naa bhaaya
pee ki koi khabar naa laya
manwa me andhiyara chhaya
ab ke kaisa sawan aaya
ab ke kaisa sawan aaya
manbhawan ko sang naa laya
ab ke kaisa sawan aaya
ab ke kaisa sawan aaya

lyrics of song Ab Ke Kaisa Sawan Aaya
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Mohabbat Ke Saagar (1991)
Penaz MasaniPenaz Masani
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type