Video of this song from youtube
Ab Maloom Hua - हम यूँ डूबे जैसे पत्थर
SingerPankaj Udhas
Music byPankaj Udhas
LyricistMumtaz Rashid
Actor
CategoryGhazals
MovieAafreen (Pankaj Udhas) (1986)
Lyrics of Ab Maloom Hua - हम यूँ डूबे जैसे पत्थर
hum yun doobe jaise patthar
hum yun doobe jaise patthar
ab maloom hua
uski aankho me hai samandar
ab maloom hua
hum yun doobe jaise patthar
baarish ke dar se darwaje
band kiye baithe the
baarish ke dar se darwaje
band kiye baithe the
dhoop thi deewaro ke bahar
ab maloom hua
uski aankhon me hai samandar
ab maloom hua
hum yun doobe jaise patthar
jab hum guzre us khidki me
ek kiran si chamki thi
jab hum guzre us khidki me
ek kiran si chamki thi
usne hume dekha tha chupkar
ab maloom hua
uski aankhon me hai samandar
ab maloom hua
hum yun doobe jaise patthar
zakhm batate hain rashid
har jeet humari dhokha thi
zakhm batate hain rashid
har jeet humari dhokha thi
yeh bazi hum haare aksar
ab maloom hua
uski aankhon me hai samandar
ab maloom hua
hum yun doobe jaise patthar
ab maloom hua
uski aankhon me hai samandar
ab maloom hua
hum yun doobe jaise patthar
hum yun doobe jaise patthar
ab maloom hua
uski aankho me hai samandar
ab maloom hua
hum yun doobe jaise patthar
baarish ke dar se darwaje
band kiye baithe the
baarish ke dar se darwaje
band kiye baithe the
dhoop thi deewaro ke bahar
ab maloom hua
uski aankhon me hai samandar
ab maloom hua
hum yun doobe jaise patthar
jab hum guzre us khidki me
ek kiran si chamki thi
jab hum guzre us khidki me
ek kiran si chamki thi
usne hume dekha tha chupkar
ab maloom hua
uski aankhon me hai samandar
ab maloom hua
hum yun doobe jaise patthar
zakhm batate hain rashid
har jeet humari dhokha thi
zakhm batate hain rashid
har jeet humari dhokha thi
yeh bazi hum haare aksar
ab maloom hua
uski aankhon me hai samandar
ab maloom hua
hum yun doobe jaise patthar
ab maloom hua
uski aankhon me hai samandar
ab maloom hua
hum yun doobe jaise patthar
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

