Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.70 - 20 votes
Manoj KumarMasti Bhare Geet
Video of this song from youtube
Lyrics of Ab Mohabbat Mein Jo Pehle - अब मोहब्बत में जो पहले
haaye mar gye hum teri mohhaabat me
aaaaaaaaaaaaaaaaaa aa ho haaye
ab mohabbat me jo pehle thi vo taseer nahi
ab mohabbat me jo pehle thi vo taseer nahi
ab vo siri nahi laila nahi vo heer nahi
ab vo siri nahi, ab vo laila nahi
ab vo siri nahi laila nahi vo heer nahi
ab mohabbat me jo pehle thi vo taseer nahi
ab vo siri nahi laila nahi vo heer nahi

sath marne ki tadap ab kahan haseeno me
yaaro jhuthi hai chamak husan ke nagino me
pyar dhulat se ye karte hai inhe pyar nahi
ab hume inki wafao ka etbar nahi
ab vo siri nahi, ab vo laila nahi
ab vo siri nahi laila nahi vo heer nahi
ab mohabbat me jo pehle thi vo taseer nahi
ab vo siri nahi laila nahi vo heer nahi

na inhe pa se mohabbat na inhe pa se wafa
in ka pesa hai sitam, in ka seva hai jawan
pyar kehti hai jise ye duniya vo pyar nahi
kisko dil deke yaha koi bhi dildar nahi
ab vo siri nahi, ab vo laila nahi
ab vo siri nahi laila nahi vo hir nahi
ab mohabbat me jo pehle thi vo tasir nahi
ab vo siri nahi laila nahi vo hir nahi

ye hasi dhokhe sanam banke jiya karte hai
ishq ki kha ke kasam loot liya karte hai
fir bhi keh te hum se ki wefadar nahi
fir bhi rote hai koi inka bhi dildar nahi
ab vo siri nahi, ab vo laila nahi
ab vo siri nahi laila nahi vo heer nahi
ab mohabbat me jo pehle thi vo taseer nahi
ab vo siri nahi laila nahi vo heer nahi
lyrics of song Ab Mohabbat Mein Jo Pehle
Comments on song "Ab Mohabbat Mein Jo Pehle"
pariapsara on Wednesday, January 05, 2011
Ab "Sangeet" mein jo pehle thi vo taseer nahi . The songs today have crappy
lyrics, crappy music,the voices are not pure and golden like those of the
singers of yesteryears.
durlabh kolhe on Thursday, October 08, 2009
song picturised on manojkumar,mallika {randhawas wife}and brmha bhardwaj is
fine tuned by iqbal quereshi for banarasi thug.
KBrao1 on Sunday, March 07, 2010
I Totally agree with dmrqais
cthxx on Friday, April 23, 2010
shes mumtazs sister
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Banarasi Thug (1962)
Manoj Kumar, I S Johar, Lalita Choudhary, Vijay Dutt, Radha Kishan, Vijaya Chaudhary, Malika, MadhumatiUsha Mangeshkar, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, MukeshAkhtar Warsi, Prem Dhawan, Aziz Kaisi, Hasrat Romani, Gulshan BawraIqbal QureshiLekhraj BhakriLekhraj BhakriBanarasi Thug at IMDB      Banarasi Thug at WikipediaBanarasi Thug at YouTube     |    Banarasi Thug at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type