Video of "Ab Raat - I" from YouTube
Advertisement
Ab Raat - I - अब रात - I
Lyrics of Ab Raat - I - अब रात - I
chaand ki aankhen bhaari si hai
raat andheri haari si hai
chaand ki aankhen bhaari si hai
raat andheri haari si hai
maan bhi jaa thahar zara savera koi door hai kya
bas ab raat guzarne waali hai
ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai
bas ab raat guzarne waali hai
dard dard andhera zakhm si chandni
dhul jaayegi dhoop mein sard haathon ka ghera
shahar ki berukhi kho jaayegi…goonj mein
parindo ki aazaney, gun-gunati rahh bhi,
kheti hai aakey chum ke,bass
ab raat guzarney wali hai,bass raat guzarney wali hai
meri sunno too aankhen mundo,
kudh mein hi dudhon naya ek nazariya
khoof mein tumney chupa rakha hai
apney bhetar noor ka dariya
bahne do usey dho dega,deewar jo mann ki kaali hai
ab raat guzarney wali hai ab raat guzarney wali hai
ab raat guzarney wali hai bass raat guzarney wali hai

Dobaara (2017) - Movie Details
Film CastAdil Hussain, Huma Qureshi, Lisa Ray, Rhea Chakraborty, Saqib Saleem
SingerArko, Asees Kaur, Jyotica Tangri, Arijit Singh, Natasha Tah, Raool, Samira Koppikar, Neha Pandey, Parry G, Payal Dev
LyricistArko, Puneet Sharma, Natasha Tah, Raool, Parry G
Music ByArko, Samira Koppikar, Macks Wolf, Raool
DirectorPrawaal Raman
ProducerIshan Saksena, Prawaal Raman, Sunil Shah, Vikram Khakhar
External LinksDobaara at IMDB Dobaara at Wikipedia
Movie at YTDobaara at YT
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films