Video of this song from youtube
Abb Aur Kab Tak Aansu Ponchhe - अब और कब तक आँसू पोंछें
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Abb Aur Kab Tak Aansu Ponchhe - अब और कब तक आँसू पोंछें
ab aur kab tak aansu ponchhein
aur kab tak aansu ponchhein
hath anath hamare
ham tan man vachan tumhare
nath aur kab tak aansu ponchhein

jugal charan ke jugal pujari dekhe bat tumhari
jugal charan ke jugal pujari dekhe bat tumhari
jugal kamal khilte murjhate
jugal kamal khilte murjhate
path mein sanjh-sakare
ab aur kab tak aansu ponchhein
aur kab tak aansu ponchhein

ghunghat khol dekh liya mukhda
hriday khol dekho dukhda
ghunghat khol dekh liya mukhda
hriday khol dekho dukhda
jag se kuchh na kahe man mera
jag se kuchh na kahe man mera
keval tumhe pukare, keval tumhe pukare
ham tan man vachan tumhare
naath aur kab tak aansu ponchhein
o kab tak aansu ponchhein
lyrics of song Abb Aur Kab Tak Aansu Ponchhe
Comments on song "Abb Aur Kab Tak Aansu Ponchhe"
Lavanya Shah on Saturday, September 07, 2013
Lyrics: By - Papa Pandit Narendra Sharma
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films