Video of this song from youtube
Achha Sanam Kar Le Sitam - अच्छा सनम कर ले सितम
SingerAsha Bhosle
Music byR D Burman
LyricistAnand Bakshi
Actor
CategoryMasti Bhare Geet
MovieTeesra Kaun (1965)
Lyrics of Achha Sanam Kar Le Sitam - अच्छा सनम कर ले सितम
achha sanam kar le sitam, kash na tumse pyar kiya hota
hum bhi tumse yuhi ruthe, dil na agar tumhe diya hota
achha sanam
pyar kiya hai to phir, gam bhi sahna hoga

kaid hoke tere dil me rahna hoga, ho par yaad rahe is bulbul ko
par yaad rahe is bulbul ko, uad jana bhi aata hai

humne yu lehrake julfo ko bikhraya
humne yu lehrake julfo ko bikhraya
apne chehre se parda bhi sarkaya, ho par yaad rahe is dilbar ko
par yaad rahe is dilbar ko, sharmana bhi aata hai

Comments on song "Achha Sanam Kar Le Sitam"
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

Beautiful melodious song. Asha-RDB combo, excellent upload.