Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Adao Naaz Ko Zaalim
3.00 - 1 votes
Mujra Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Adao Naaz Ko Zaalim - अदाओं नाज को जालिम
adao naaz ko zalim teri shemsheer kahate hai
kaleje me jo chubh jaye usi ko teer kahate hai
dahi zamalu tauba tauba ye jawaniya
dahi zamalu tauba tauba ye jawaniya
dahi zamalu wah ji wah zama lu
dahi zamalu wah ji wah zama lu
are jara karke mehrbaniya
dahi zamalu tauba tauba ye jawaniya

aaye kitne bazar me lute
aaye kitne bazar me lute
sari bazi sanam tere khote oye khote
are jara karke mehrbaniya
dahi zamalu tauba tauba ye jawaniya
dahi zamalu wah ji wah zama lu
dahi zamalu tauba tauba ye jawaniya

apne dil me chhupa ke jo mile ishq pura
hum to mehfil mei naye dil laga baithe
teri aankho se aankhe mila ke sanam
hum to jaan pe jaan shikar baithe
apni aankho me teri tasveer dekhi
hum to pani mien aag laga baithe
humne ghar chhoda duniya ka dar chhoda
teri zulfo ke saaye me aa baithe

aaye kitne bazar me akele
aaye kitne bazar me akele
hu jao jao ji majnu hatele
yu akele hume chhede kanhiya
dahi zamalu tauba tauba ye jawaniya
dahi zamalu tauba tauba ye jawaniya
dahi zamalu wah ji wah zama lu
dahi zamalu wah ji wah zama lu
tauba tauba ye jawaniya

bago me thi koi koyal jo karti thi ishare
tera mithi kamini jo ran me thi talvaar
mai to malghar ki chhori hu bikaner se aai
mai to malghar ki chhori hu bikaner se aai
are raste me jab chalat firat to kadamo me juta
rat me jab sardi laagi tab garam shol me chhupa
main to malghar ki chori hu bikaner se aai

aaye kitne bazar me surma
aaye kitne bazar me surma
ho badi thi to aankho me surma
oh surma le li tune baliya
dahi zamalu tauba tauba ye jawaniya
dahi zamalu wha ji wha zama lu
dahi zamalu wha ji wha zama lu
tauba tauba ye jawaniya
lyrics of song Adao Naaz Ko Zaalim
Comments on song "Adao Naaz Ko Zaalim"
Riaz Ali on Monday, December 29, 2014
Aye jamalo, toba toba yeh jawaniyan. Such a song has been recorded in
Pashto language during 1935 and the other in Sindhi language. Trio are
sweet in their places. Credit of excellency goes to this song having
excellent video. The music lovers will certainly appreciate your efforts in
finding such gems.
DC Sharma on Saturday, January 09, 2010
Awesome song. Thanks for giving us this one. I have enjoyed this one
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Tipu Sultan (1959)
Jairaj, Anita Guha, Suresh, Roopmala, JeetbalaAsha Bhosle, Mohammed Rafi, Shamshad Begum, Sudha MalhotraKaif Irfani, Qamar Jalalabadi, Rahil GorakhpuriS D BatishJagdish GautamTipu Sultan at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type