Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.00 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Ae Aasman Wale Is Waqt Tu Kaha Hai - ऐ आसमान वाले इस वक़्त तू कहाँ हैं
aye asmaan wale is waqt tu kaha hai
ujda hua chaman hai barbad ashiyaan hai
aye asmaan wale is waqt tu kaha hai
ujda hua chaman hai barbad ashiyaan hai
aye asman wale

aadam ko di maafi shaitan ko saaja di
takhte se daar ke bhi isha ki jaan bacha di
aadam ko di maafi shaitan ko saaja di
takhte se daar ke bhi isha ki jaan bacha di
har chiz pe tu kabil mukhtaar do jaha hai
is waqt tu kaha hai is waqt tu kaha hai
aye asmaan wale is waqt tu kaha hai
ujda hua chaman hai barbad ashiyaan hai
aye asman wale

jisne tujhe pukara usko amaan bakshi
machli ke pet me bhi ho uski jaan bakshi
jisne tujhe pukara usko amaan bakshi
machli ke pet me bhi ho uski jaan bakshi
har haal me tu apne bando pe mehrban hai
is waqt tu kaha hai is waqt tu kaha hai
aye asmaan wale is waqt tu kaha hai
ujda hua chaman hai barbad ashiyaan hai
aye asman wale

ayubb ko shifa di tujhko taras jo aaya
yusuf ko ek pal me yaadub se milaya
ayubb ko shifa di tujhko taras jo aaya
yusuf ko ek pal me yaadub se milaya
mushkil me aaj tere bando ka karwa hai
is waqt tu kaha hai is waqt tu kaha hai
aye asmaan wale is waqt tu kaha hai
ujda hua chaman hai barbad ashiyaan hai
aye asman wale

tufaan se tune ya rab jab nuh ko bachaya
tere siva hamara ab kaun hai khudaya
tufaan se tune ya rab jab nuh ko bachaya
tere siva hamara ab kaun hai khudaya
humko bhi paar karde ye waqt imtaha hai
is waqt tu kaha hai is waqt tu kaha hai
aye asmaan wale is waqt tu kaha hai
ujda hua chaman hai barbad ashiyaan hai
aye asman wale aye asman wale aye asman wale
lyrics of song Ae Aasman Wale Is Waqt Tu Kaha Hai
Comments on song "Ae Aasman Wale Is Waqt Tu Kaha Hai"
humraaz786 on Tuesday, September 07, 2010
Ver nice good quality upload,as always,Rafiology does it again.Thanks
yaar..!!
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Ziarat Gahe Hind (1970)
Tabassum, TabrezMohammed Rafi, Sulakshana PanditAbdur Rab ChaushMustafa YusufA ShamsheerZiarat Gahe Hind at IMDB      Ziarat Gahe Hind at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type