Video of this song from youtube
Lyrics of Ye Bahar Ye Sama, Ae Dushman-E-Jaan Chal Diya Kaha - ये बहार ये समां, ऐ दुश्मन-ऐ-जान चल दिया कहाँ
ye bahaar ye samaaa
ai dushman-e-jaan chal diya kahaan
ai dushman-e-jaan chal diya kahaan
ye bahaar gaalon pe lat haa bekaraar
gora badan haa pyaar pyaar
tujhko pukaare tu nahin sunta
kya karoon allah
ai dushman-e-jaan chal diya kahaan
ye bahaar gaalon pe lat haa bekaraar
gora badan haa pyaar pyaar
tujhko pukaare tu nahin sunta
kya karu allah

chhaaon bhi jo sanam teri
chhaaon bhi jo sanam teri
mil gayi meri chhaaon se
daali badan ki huyi hari
khil gayi main adaaon se
dekho meri angdaayiyaan
ai dushman-e-jaan chal diya kahaan
ye bahaar gaalon pe lat haa bekaraar
gora badan haa pyaar pyaar
tujhko pukaare tu nahin sunta
kya karu allaha haa

aajaa aajaa o mat der kar
aajaa aajaa mat der kar
masti hai abhi chaal mein
aayaa bhi meri jaan tu agar
aate aate kayi saal mein
tab tak jiyungi kahaan
ai dushman-e-jaan
chal diya kahaan ye bahaar
gaalon pe lat haa bekaraar
gora badan haa pyaar pyaar
tujhko pukaare tu nahin sunta
kya karoon allaha haa
ai dushman-e-jaan chal diya kahaan
ai dushman-e-jaan chal diya kahaan
lyrics of song Ye Bahar Ye Sama, Ae Dushman-E-Jaan Chal Diya Kaha
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Patthar Ke Sanam (1968)
Manoj Kumar, Waheeda Rehman, Mumtaz, Pran, Mehmood, Lalita Pawar, Tiwari, Raj Mehra, Mumtaz Begum, Jankidas, Misra, Uma Dutt, Aruna Irani, Vikram, BhushanAsha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed RafiMajrooh SultanpuriLaxmikant Kudalkar, PyarelalRaja NawatheA A Nadiadwala, Sajid NadiadwalaPatthar Ke Sanam at IMDB      Patthar Ke Sanam at WikipediaPatthar Ke Sanam at YouTube     |    Patthar Ke Sanam at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type