Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Ae Ishq Marhaba
4.75 - 4 votes
Qawwalis
Video of this song from youtube
Lyrics of Ae Ishq Marhaba - ऐ इश्क मरहबा
angadayi par angadayi, leti hai raat judayi ki
tum kya jaano, tum kya samajho, baat meri tanhaayi ki
aap ke hote duniya waale, mere dil par raaj kare
aap se mujhko shikwa hai, khud aap ne beparvahi ki
wasl ki shab na jaane kyun, israar tha unko jaane par
waqt se pehle dub gaye, taaro ne badi banayi ki
ae ishq marhaba, ae ishq marhaba
ae ishq marhaba, ae ishq marhaba
ae ishq marhaba, ae ishq marhaba
ae ishq marhaba, ae ishq marhaba

raate mehak uthi, taare chehak uthe
raate mehak uthi, taare chehak uthe
chanda bhi muskuraya, chanda bhi muskuraya
hotho pe hoth rakh ke haay
hotho pe hoth rakh ke, jaalim ne jab kaha
ae ishq marhaba, ae ishq marhaba
ae ishq marhaba, ae ishq marhaba
raate mehak uthi, taare chehak uthe
raate mehak uthi, taare chehak uthe
chanda bhi muskuraya, chanda bhi muskuraya
hotho pe hoth rakh ke, jaalim ne jab kaha
ae ishq marhaba, ae ishq marhaba
ae ishq marhaba, ae ishq marhaba

phul muskaaye, kaliya chatak uthi
phul muskaaye, kaliya chatak uthi
gulshan nashe me jhum utha,
gulshan nashe me jhum utha
julfe hata ke chehre se haay
julfe hata ke chehre se, jaanam ne jab kaha
ae ishq marhaba, ae ishq marhaba
ae ishq marhaba, ae ishq marhaba
phul muskaaye, kaliya chatak uthi
phul muskaaye, kaliya chatak uthi
gulshan nashe me jhum utha, gulshan nashe me jhum utha
julfe hata ke chehre se, jaanam ne jab kaha
ae ishq marhaba, ae ishq marhaba
ae ishq marhaba, ae ishq marhaba

kambakht dil bekar tha, jine se bhi bejar tha
kambakht dil bekar tha, jine se bhi bejar tha
bachpan se hi bekarar tha, jaise har baat se lachar tha
khushiyo se abb machal gaya, khushiyo se abb machal gaya
palko ko chum chum kar
palko ko chum chum kar, jaalim ne jab kaha
ae ishq marhaba, ae ishq marhaba
ae ishq marhaba, ae ishq marhaba
ae ishq marhaba, ae ishq marhaba
ae ishq marhaba, ae ishq marhaba

jaaneja ka salam aa gaya, mast aankho se jaam aa gaya
jaaneja ka salam aa gaya, mast aankho se jaam aa gaya
baaho me husn-e-tamam aa gaya, dhadkate dil ka makam aa gaya
allaa vo kya lamha tha, maula vo kya lamha tha
saanso me saanse ghol kar
saanso me saanse ghol kar, jaanam ne jab kaha
ae ishq marhaba, ae ishq marhaba
ae ishq marhaba, ae ishq marhaba
ae ishq marhaba marhaba, ae ishq marhaba
ae ishq marhaba, ae ishq marhaba

phul muskaaye, kaliya chatak uthi
phul muskaaye, kaliya chatak uthi
gulshan nashe me jhum utha, gulshan nashe me jhum utha
julfe hata ke chehre se, jaanam ne jab kaha
ae ishq marhaba, ae ishq marhaba
ae ishq marhaba, ae ishq marhaba
ae ishq marhaba, ae ishq marhaba
ae ishq marhaba, ae ishq marhaba
ae ishq marhaba marhaba, ae ishq marhaba
ae ishq marhaba, ae ishq marhaba
ae ishq marhaba marhaba, ae ishq marhaba
ae ishq marhaba, ae ishq marhaba
lyrics of song Ae Ishq Marhaba
Comments on song "Ae Ishq Marhaba"
Ayaz Ahmed on Saturday, May 12, 2012
hotel main sanu pehly bi gata tha ab phir wapas hotel chala gaya its realy
very good news well Uditji 58+ hogy hain ab age factor hai haqiqat ye hai k
average age singer ki 50 hai Rafi SB, Kishorda, ne bi isi age tak kam kia
aur Sport man ki tarha singers bi kam age main retire ho jate hain ab inka
era wapas ana mushkil hai dear live shows main age factor nazar ata hai
islye inho ne jo kam kar diya wo next 50y tak k liye kafi hai Rafi SB apne
kaam se aj bi no. one singer hain wasy hi uditji bi
antu neelesh - Udit Narayan on Wednesday, May 09, 2012
hahahahaha bas yaha kar prove karte raho, mujhe kya tere bolne se kya hoga
kii rest are good hahahahaha khair tumne sahi kaha, ek kami thi wo main
poora kar deta hu -- udit emperor of 2000s :) and was equally good post
1996, khair yaha udit ke vdo par plzz sanu ya mujhse debate karne ki
zaroorat nahi hain, i love both, yakeen na aaye to mere channel ko dekh lo,
i don;t fight neither i do debate, i just enjoy greats like udit ji and
sanu da :)
Ayaz Ahmed on Wednesday, May 02, 2012
yar Rafi SB k boht song sune hain main 1000+ hongy aur uditji ka koi song
chora nahi hai mane Kishorda ko bi main 1000+ suna hai Mukesh aur KL ko bi
lakian maine hamesha Orignal aur verstile singer ko like kia islye i love
Rafi SB Kishorda uditji they r king forever aur ink compirsion main kois
4th signer nahi hai its not only my view its alos agree Maanadayji, lataji,
ashaji, sonu, alka and kavita sub ne kahan 3 king hain forever
Ayaz Ahmed on Saturday, May 12, 2012
jalan telnet hoti hia falto logo se nahi aur alka sanu pak aye thy wahan bi
dono ne uditji ko yaad kia tha jab k uditji wahan nahi thy ye telent hai k
uditji ho ya na hon log yaad karte hain lakin yar ye ek haqiqat hai ab dono
ka back hona mushkil hai sanu ka song agar hit ho raha hai to kia howa
uditji k ho chukhy hian is saal 2 songs, Gun gun guna gana re & Khuda ki
qasam kha k kehte hain hum boht payer aya hai tum pe sanam
Ayaz Ahmed on Wednesday, May 09, 2012
jab koi bat bighra jaye udijti ne kaamal gya tha sub haran hogy thy aur
anand ji ne sir bi hath bi rakha its mean uditji ne orignal truck se acha
gya tha aur han ek vedio saregama ki bi dekh lo jab sanu uditji k bare main
kehta hai "udit ki voice main acting hai udit acting kar k gata hai song
thanks a lot yar uditji tu ne humara judgment asan kar diya gana ga k" gana
tha chalo chale miltwa youtube pe hai ye vedio
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Afsana Dilwalon Ka (1996)
Alka Yagnik, Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan, Manhar UdhasShyam SurenderAfsana Dilwalon Ka at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type