Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
2.80 - 5 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Ae Jaane Tamanna, Tujhe Jab Se Jaana - ऐ जाने तमन्ना तुझे जब से जाना ये
aye jane tamanna tujhe jab se jaana ye
ji chahta hai tujhe pyar kar lu
aye jane tamanna tujhe jab se jaana ye
ji chahta hai tujhe pyar kar lu
banakar mai tujhko in hatho ki rekha
mohabbat ke khwabo ko sakar kar lu
aye jane tamanna tujhe jab se jaana
ye ji chahta hai tujhe pyar kar lu tujhe pyar kar lu

mahakne lage hai wo pal jindagi ke khayalo me tere jo maine gujare
mahakne lage hai wo pal jindagi ke khayalo me tere jo maine gujare
najar me samane lage tum jo yara to berang lagane lage ye najare
jaha tum rahogi mera pyar banke hasi ek ghar dil me taiyar kar lu
jaha tum rahogi mera pyar banke hasi ek ghar dil me taiyar kar lu

banakar mai tujhko in hatho ki rekha
mohabbat ke khwabo ko sakar kar lu
aye jane tamanna tujhe jab se jaana
ye ji chahta hai tujhe pyar kar lu tujhe pyar kar lu

hai chhoti sa hi ye mohabbat ki dhadkan
par isme sama jayega sara jivan
hai chhoti sa hi ye mohabbat ki dhadkan
par isme sama jayega sara jivan
yu uljhake mujhko to julfo me tune
ha suljha di ab to mere dil ki uljhan
mile ho to janam jara jindagi ka
tere pyar se aaj singaar kar lu
mile ho to janam jara jindagi ka
tere pyar se aaj singaar kar lu

banakar mai tujhko in hatho ki rekha
mohabbat ke khwabo ko sakar kar lu
aye jane tamanna tujhe jab se jaana
ye ji chahta hai tujhe pyar kar lu tujhe pyar kar lu
lyrics of song Ae Jaane Tamanna, Tujhe Jab Se Jaana
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Uljhan (2001)
Puru Raaj Kumar, Deepti Bhatnagar, Vivek Mushran, Shakti Kapoor, Shashikala, Alok Nath, Laxmikant Berde, Kanchan, Mac Mohan, Manmouji, Rakesh BediAlka Yagnik, Kamaal Khan, Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu, Lata Mangeshkar, Poornima, Sunita Rao, Udit NarayanAadesh Shrivastav, Himesh ReshammiyaPahlaj Nihalani, Rajan JohriPahlaj NihalaniUljhan at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type