Video of this song from youtube
Ae Mere Man Mai Hu Magan - ऐ मेरे मन मैं हूँ मगन
Lyrics of Ae Mere Man Mai Hu Magan - ऐ मेरे मन मैं हूँ मगन
ae mere man mai hu magan
unse milan ki sham hai ye
har sans per mahka hua
unka jiya pe naam hai ye
ae mere man mai hu magan
unse milan ki sham hai ye
har sans per mahka hua
unka jiya pe naam hai ye
ae mere man mai hu magan

tan me man me har pal ab hai basi
tan me man me har pal ab hai basi
chalki chalki unki madhur vo hasi
dheere dheere jaise gire
hotho se rasila sawan sawan
ae mere man mai hu magan
unse milan ki sham hai ye
har sans per mahka hua
unka jiya pe naam hai ye
ae mere man mai hu magan

kab ye kaise pyar humara pala
kab ye kaise pyar humara bala
apna nata kisi ko bhi pta na chala
chupke chupke jag se chupke
judo humare naino se nayan ye nayan
ae mere man mai hu magan
unse milan ki sham hai ye
har sans per mahka hua
unka jiya pe naam hai ye
lyrics of song Ae Mere Man Mai Hu Magan
Comments on song "Ae Mere Man Mai Hu Magan"
Narasimhan Ramachandran on Wednesday, October 30, 2013
It is a great song. Remembering it on Vinod mehra's memorial day (Oct/30).
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films