Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.26 - 19 votes
Mithun Chakraborty
Video of this song from youtube
Lyrics of Ae Meri Aawaaz Ke Dosto - ऐ मेरी आवाज़ के दोस्तों
ae meri aawaz ke dosto hey ye dosti na tute humari
ye dosti na tute humari
ban jaye dushman ye duniya sari, ye duniya sari, ye duniya sari
ae meri awaz ke dosto hey ye dosti na tute humari
ye dosti na tute humari
ban jaye dushman ye duniya sari, ye duniya sari, ye duniya sari

geeto bhari ye sham hai, chhalka ye dil ka jaam hai
geeto bhari ye sham hai, chhalka ye dil ka jaam hai
johny hai mera nam yaro, sabko mera salam hai
mehfil ka ye rang na tute, jab tak subah na ho
ae meri aawaz ke dosto hey ye dosti na tute humari
ye dosti na tute humari
ban jaye dushman ye duniya sari, ye duniya sari, ye duniya sari

kitna main khushnaseeb hun, jo apke kareeb hun
kitna main khushnaseeb hun, jo apke kareeb hun
sharma raha hu apno se, main adami ajeeb hun
bas do char mulakatein hone do phir dekho
ae meri aawaz ke dosto hey ye dosti na tute humari
ye dosti na tute humari
ban jaye dushman ye duniya sari, ye duniya sari, ye duniya sari

jab tak rahe jawaniya, tab tak rahe nishaniya
jab tak rahe jawaniya, tab tak rahe nishaniya
ban jaye koyi aisi bat, jiski bane kahaniya
main tum sabko yaad karun, sab mujhko yaad karo
ae meri aawaz ke dosto hey ye dosti na tute humari
ye dosti na tute humari
ban jaaye dushman ye duniya sari, ye duniya sari, ye duniya sari
lyrics of song Ae Meri Aawaaz Ke Dosto
Comments on song "Ae Meri Aawaaz Ke Dosto"
shshi bhushan on Sunday, September 14, 2014
Aaj apni yadon ko taza kr rha hoon. Because i m biggg FAN of mithun da sare
gane unke hi dekh raha hoon espcially dancing songs. Such mein hindi filmon
mein dada nhi hote to hum Disco Dancing se mahroom rh jate. Meri request h
DID mein ek episode karate, k pda krne wale k, wardaat suraksha taqdeer ka
badsha jaise dancing songs pr rakha jaye.
Kakututu on Monday, August 13, 2012
My humble opinion, Hindi film industry lacks a true hero, Tall dark handsome honest and strong with a Midas touch, polite strong dark with a right amount of aggressiveness and valor, good to the core of heart.
francisyesudas on Friday, August 05, 2011
great song, great music and great singer amit kumar it brings my memorable days with my friends, todays music composers and singers should learn from such great songs and music of yesteryears.
jdak90 on Monday, May 03, 2010
can u please up load this movie if u have it and let me know I will be greatful it bring back my childhood days thanks
shahid osho on Friday, February 28, 2014
Exactly 30 yrars ke baad ye gaana sun/dekh raha hun koleg days yaad aagaye
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Aamne Saamne (1982)
Mithun Chakraborty, Bindiya Goswami, Aarti Gupta, Leela Mishra, Kamal Kapoor, Madhu Malini, Mac Mohan, Dinesh Thakur, Tarun Ghosh, Jagdish Raaj, SudhirAsha Bhosle, Kishore Kumar, R.D. Burman, Vanita Mishra, Amit KumarAnjaanR D BurmanAshim SamantaShakti SamantaAamne Saamne at IMDB      Aamne Saamne at WikipediaAamne Saamne at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type