Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Ae Shaam Ke Tare - ऐ शाम के तारे
ae shaam ke taare
tum unse ye kahna
ae shaam ke taare
tum unse ye kahna
chupke se utar aaye ho
chupke se utar aaye ho
tum dil mein hamare
tum dil mein hamare
ae shaam ke taare
tum unse ye kahna

kahte hai shab ae gham mein
gine jate hai taare
kahte hai shab ae gham mein
gine jate hai taare
sab gin liye taare
sab gin liye taare
phir kis tarah kaate
ye gham bhari raate
aa jao aa jao
tum darde mohabbat ke sahare
ae shaam ke taare

rag rag mein samakar wo hai
aankho se bahut door door
aur main yahan majboor
aur main yahan majboor
ye kaisi saza hai
ye kaisi saza hai
kya zulm kiya hai
kya zulm kiya hai
jab thes si lagti hai
jab thes si lagti hai
to dil kyun na pukare
to dil kyun na pukare
ae shaam ke taare
ae shaam ke taare
tum unse ye kahna
chupke se utar aaye ho
tum dil mein hamare
ae shaam ke taare
tum unse ye kahna
ae shaam ke taare
lyrics of song Ae Shaam Ke Tare
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Rahnuma (1948)
Geeta Nizami, Anjum, M H Azad, Gulnar, Sayani, Majid, AzizShamshad Begum, Mohammed RafiHabeeb Sarhadi, Dhumi KhanDhumi KhanHabib Sarhadi
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type