Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Afsaana Suno Afsaana, Dilwalon Ka Afsaana
3.75 - 4 votes
Happy Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Afsaana Suno Afsaana, Dilwalon Ka Afsaana - अफसाना सुनो अफसाना, दिलवालो का अफसाना
saathiyo, yeh haar aur jeet hai, bekar dosto
is jindagi ka raaj hai, bas pyar dosto
afsana suno afsana, dilwalo ka afsana
afsana suno afsana, dilwalo ka afsana
afsana suno afsana, dilwalo ka afsana
chahat ke dhago se buna hai
chahat ke dhago se buna hai, iska tana bana
afsana suno afsana, dilwalo ka afsana
afsana suno afsana, dilwalo ka afsana

har bela milan ki bela, yaha dilwalo ka mela
har bela milan ki bela, yaha dilwalo ka mela
shagird koi ranjha ka, majnu ka koi chela
har aashiq hai sultan yaha
har aashiq hai sultan yaha, har mashuka sultana
afsana suno afsana, dilwalo ka afsana
afsana suno afsana, dilwalo ka afsana

har bhor hai bhor suhani, har rat hai rat ki rani
har bhor hai bhor suhani, har rat hai rat ki rani
panghat pe dhum machaye, yaha allad shok jawani
dharti ambar khulke yaha
dharti ambar khulke yaha, milte hai gale rojana
afsana suno afsana, dilwalo ka afsana
afsana suno afsana, dilwalo ka afsana

yeh peer baba ki kurbat, hai gaav me iski shohrat
yeh peer baba ki kurbat, hai gaav me iski shohrat
hum jaise dilwalo par, rehmat hai khuda ki rehmat
aao inhe hum pesh kare
aao inhe hum pesh kare, phulo ka najrana
afsana suno afsana, dilwalo ka afsana
afsana suno afsana, dilwalo ka afsana
chahat ke dhago se buna hai, iska tana bana
afsana suno afsana, dilwalo ka afsana
afsana suno afsana, dilwalo ka afsana
lyrics of song Afsaana Suno Afsaana, Dilwalon Ka Afsaana
Comments on song "Afsaana Suno Afsaana, Dilwalon Ka Afsaana"
Shahzad Ali Khan on Sunday, March 22, 2009
I am looking for a song sung by udit narayan.I heard that in 95/96. The
song was "female=yeh khabar aaye gi kal k akhbar main, ik ladhka pagal ho
gaya ik ladhki k pyar main. Male(udit)nazaron main rang hai tumhare labon
ka phoolon main khushboo tumhare badan ki, li hai nazakat kalyon ne tumse,
sanwari hai qismat tum ne chaman ki tum ne chaman ki tum ne chaman
ki..female=yeh khabar..." if anybody know so plz do tell me b coz i have
been looking for this song since long..thnx
Ayaz Ahmed on Saturday, September 15, 2012
chaahat k dhagon se bana hai is tana bana afsana sunao afsana dilwale ko
afasna such is great song superb sung bi uditji
420punamshah on Thursday, November 25, 2010
@bindiya4u Oh really are u sultan? Toh phir yeh song tumhare liye hona
chahiye tha.
Anjam agha on Sunday, February 15, 2009
aha vry gr8 song bro its vry lovely song afsana sonu afasaaana heheh
farah malik on Monday, November 22, 2010
This is a wonderful and nice song. Thanks for sharing.*****
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Afsana Dilwalon Ka (1996)
Alka Yagnik, Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan, Manhar UdhasShyam SurenderAfsana Dilwalon Ka at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type