Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.47 - 19 votes
Sad Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Agar Bewafa Tujhko Pahchan Jaate - अगर बेवफ़ा तुझको पहचान जाते
agar bevafaa tujhko pahachaan jaate
kudaa ki qasam ham mohabbat na karte
jo maalum hotaa ye ilazaam-e-ulafat
to dil ko lagaane ki zururat na karte
agar bevafaa tujhko pahachaan jaate
kudaa ki qasam ham mohabbat na karte

jinhe tumne samajhaa meri bevafaai
meri zindagi ki vo majburiyaan thi
jinhe tumne samajhaa
hamaari mohabbat ik imtihaa thi
ye do din ki thodi si jo duriyaan thi
jo duriyaan thi
agar sachchi hoti mohabbat hamaari
to ghabraa ke tum yun shikaayat na karte
agar bevafaa tujhko pahachaan jaate
kudaa ki qasam ham mohabbat na karte

jo ham par hai guzari hami jaante hai
sitam kaun saa hai nahi jo uthaayaa
jo ham pe hai gujri
nigaaho me phir bhi rahi teri surat
har ek saas me teraa paigaam aayaa
paigaam aaya
agar jaante tum hi ilazaam doge
to bhule se bhi ham to ulfat na karte
agar bevafaa tujhko pahchaan jaate
kudaa ki qasam ham mohabbat na karte
lyrics of song Agar Bewafa Tujhko Pahchan Jaate
Comments on song "Agar Bewafa Tujhko Pahchan Jaate"
Calhyde a on Friday, November 27, 2009
Honestly listen to the rendition of Rafi sahab and then to Lataji...with
due respects to Lataji, but there is a vast difference Rafi sahab excelled
& rendered the song beautifully. The start itself Agar bewafa & the way
Mohabat is pronounced etc etc. No offence ment to anyone regards
Khalid Sheikh on Monday, June 23, 2014
This video is from the movie KANYADAN; The song in this video is "MERI
ZINDAGI MEIN AATE TO KUCHH AUR BAAT HOTI"
The song "Agar ewafa Tujhko Pehchaan Jaate" was pictirized on DEV KUMAR and
SONIA SAHANI. for the movie RAAT KE ANDHERE MEIN.
Calhyde a on Monday, March 15, 2010
Gosh very few people are as honest, and like I said 'no offence ment' and
other singers too have done their part in for the Indian film/music
industry and ofcourse the 'spectrum' as you rightly said is Rafi sahab.
Thanks friend
khushboo894 on Tuesday, November 09, 2010
really it hurts jab aapko pata chalta hai k jisko aapne umr bhar chaha usi ne aapko dhoka diya...i loved him i married him against everybody n i was awarded not with love lekin uski bewafae mujhe inaam mei mili
maxipxd on Wednesday, April 20, 2011
Sacha pyar karne wale kabhi bewafa nahi hote waqt aor halat ki majburi hoti hai.
jise tune samja meri bewafai meri zindag ki wo majburiya thi
hamari mohabbat ka ek imtehan tha ye do din ki thodi si jo duriyan thi
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Raat Ke Andhere Mein (1969)
Dev Kumar, Sonia Sahni, Maruti, A N Ansari, TiwariLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Usha TimothyPrem DhawanPrem DhawanRaat Ke Andhere Mein at IMDB      Raat Ke Andhere Mein at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type