Video of this song from youtube
Ae Hava Aake Thaam Le Aanchal - ऐ हवा आके थाम ले आंचल
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Ae Hava Aake Thaam Le Aanchal - ऐ हवा आके थाम ले आंचल
ae hava aake thaam le aanchal
ae ghata ban jaa aankh ka kajal
kaliyo me chhup ke unhe mahaka du
murjhaye phulo ko khila du
aaja hanske jina sikha du
aaja hanske jina sikha du
ae hava aake thaam le aanchal
ae ghata ban jaa aankh ka kajal
kaliyo me chhup ke unhe mahaka du
murjhaye phulo ko khila du
aaja hanske jina sikha du
aaja hanske jina sikha du

kaale kaale baadal se ras barsati hu
barkha kee bundo me jhumke gaati hu
kaale kaale baadal se ras barsati hu
barkha kee bundo me jhumke gaati hu
sehra me bhi jal barsa du
sab ki pyaas bujha du
aaja hanske jina sikha du
aaja hanske jina sikha du

parvat se jharna banake bahati hu
laharo ke darpan me hansti rahti hu
parvat se jharna banake bahati hu
laharo ke darpan me hansti rahti hu
titli jaisi udke dikha du
duniya kee sair kara du
aaja hanske jina sikha du
aaja hanske jina sikha du
ae hava aake thaam le aanchal
ae ghata ban jaa aankh ka kajal
kaliyo me chhup ke unhe mahaka du
murjhaye phulo ko khila du
aaja hanske jina sikha du
aaja hanske jina sikha du
lyrics of song Ae Hava Aake Thaam Le Aanchal
Comments on song "Ae Hava Aake Thaam Le Aanchal"
sivjidestesy on Friday, January 18, 2013
Plz add other remaining videos from koyal 1993.
Zooni Bee on Sunday, April 07, 2013
Brings back childhood memories
Sailendra kumar on Saturday, April 20, 2013
gone r thoz days...
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films