Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon

Video of this song from youtube
Average Rating : 4.67
Total Vote(s) : 6
New Voting has been disabled for some time.


Lyrics of Aisa Kyu Hota Hai - ऐसा क्यों होता है,
aisa kyu hota hai, aisa kyu hota hai
aisa kyu hota hai, aisa kyu hota hai
koi hansta hai, koi rota hai
koi hansta hai, koi rota hai
aisa kyu hota hai, aisa kyu hota hai
aisa kyu hota hai, aisa kyu hota hai

duniyawalo ke hatho me har dil hum bikate hai
baste basti yahi sabki takdir likhate hai
meri teri mehnat ka yun
sauda kyo hota hai
koi hansta hai, koi rota hai
koi hansta hai, koi rota hai
aisa kyu hota hai, aisa kyu hota hai

mera tera khun pasina
sikko me dhalta hai
fir bhi apne ghar me chulha
kam kam hi jalta hai
meri teri jaan ka dushman paisa kyu hota hai
koi hansta hai, koi rota hai
koi hansta hai, koi rota hai
aisa kyu hota hai, aisa kyu hota hai

jaane kyu paida hote hai
jaane kyu marte hai
jaane kyu paida hote hai
jaane kyu marte hai
jab tak jeete hai jeene ka
karj adaa karte hai
bemaksad bekaar jeena marna kyo hota hai
koi hansta hai, koi rota hai
koi hansta hai, koi rota hai
aisa kyu hota hai, aisa kyu hota hai

kheto se jo fasal ugaaye
bhukhe kyo rahte hai
kapdo ke jo dher lagaye
nange kyo rahte hai
duniya ka kanun humesa andha kyu hota hai
koi hansta hai, koi rota hai
koi hansta hai, koi rota hai
aisa kyu hota hai, aisa kyu hota hai
lyrics of song Aisa Kyu Hota Hai
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Ameer Aadmi Gareeb Aadmi (1985)
Shatrughan Sinha, Zeenat Aman, Amjad Khan, Imtiyaz Khan, Kader Khan, Amitabh Bachchan, Rabia Ameen, Parveen Babi, Birbal, Dinesh Hingoo, Imtiaz Khan, Mazhar Khan, Sharat Saxena, Kalpana Iyer, Pinchoo Kapoor, Shakti Kapoor, Manmouji, GurbachanLata Mangeshkar, Asha BhosleNida FazliR.D. BurmanAmjad KhanShehly Khan, Vinay SinhaAmeer Aadmi Gareeb Aadmi at IMDB      Ameer Aadmi Gareeb Aadmi at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type